Ashwini Mami...
Aap precap main chaa gai.. šš
Mere dil main aapki izzat aur badh gai hai š¤
Sai beta you missed this š¤£
Esa lag rahi thi ki bas ek aur maru, phir PH kahenge "How dare you hit our Mahaan Lead ? Hum Uske patni ko kya kahenge ?"