Originally posted by: Bluekohl
Sarvaguna sampanna hai apni shraddha.
Waise aisa kaunse dukaan khol rakhi hai tu boriyan utha rahi hai ๐
Arre meri mami dukaan sa pura ka pura chaval aur grains ka katte laati hain ๐๐๐ .
Gaav sa onions aur lehsun ka bhi boriyo ka kaata hota hain.๐๐๐.
Football ka saath saath bichari main dance aur martial arts bhi kar leti hun.๐๐๐
Bas jab jab bimar hoti hun yaa attack aaya hain tab thoda aaram milta hain.๐๐
Varna main mumma ki achi bachi hun.๐๐