Link to First Thread...
Part – 86
Maan is not there to create problems for anyone…
He knows that Tara would get angry with anyone who goes against her wishes…. She wouldn’t even spare her mother…..
Ritu is trying to pedal… her wheels are stuck….
Maan helps to release them and helps her pedal…
Ritu is happy… she starts to pedal….
Nani: hare, rukho, hum andar jaake khelte hai, Rituuuu, rukho
Mansi: papa aagaye, papa aagaye
Maan goes to see Mansi…
Mansi jumps from her Nani’s arms into Maan’s….
Maan hugs her and kisses her…
He also gives her chocolates…
Mansi is very happy… she tries to open the wrapper…
Maan: abhi nahi, badh mein Ritu ke saath share karke khana, you are my girl haina? my sweet princess
Maan takes them from her and gives them to her Nani…
Nani: aap yahan kyun aaye? Jaldhi chale jao, warna Tara aajayegi
Maan: mein bas apne beti se milne aaya hoon
Mansi: papa, Mansi cycle, achcha haina?
Maan: bahut achcha, aap bhi chalaoge?
Maan puts her on the cycle… he helps her pedal…
Ritu has gone ahead…
Mansi: Ritu Ritu
Mansi tries to catch up….
Maan pushes the cycle from behind to help her reach Ritu….
Then he lets them to race…
Maan follows them…
They reach the nearby park…
And they meet their friends… they show their cycles to their friends…
They forget the cycle and go play with them in a moment…
Their Nani is after them…
Maan decides to leave for he doesn’t want Tara to know he is here….
Maan: mein kal aatha hoon
Nani: ye sahi nahi hoga
Maan: kyun, kal Mansi ki birthday hai, mein uske papa hoon, mujhe meri beti se milne se koi bhi nahi rokh sakta, aap chahe toh aapki beti ko achche se samjhana
Nani is helpless, beti uski baat ko kahan sunti… yehi beti baat sunke aayi hai har waqt….
Maan goes home….
Geet is eagerly waiting…
As soon as she sees him she starts her inquiry…
Geet: aap kahan chale gaye? Mujhe chodke aaise kya kaan tha? Hum Mansi se milne aaye hai, hum jaake milthe hai, ye dekho meine uske liye ye cute dress bhi kareeda hai, kal Mansi yahi pehnegi, kit a cute lagegi hummari princess, haina?
Geet goes on non stop…
Maan: mein Mansi se milke aaya hoon
Geet: kya? Aap Mansi se milke the? Usko saath lekhe aathe, shamko wapas bhejthe hum, aaj hummare saath rehti, mein uske liye cookies aur pudding banathi
Geet has been looking into a lot of kids recipes which she wants to try for Mansi…
Maan: Geet, tumme ho kya gaya hai? Tum jaanthe haina ki kya chal raha hai
Geet: phir toh mujhe bhi aapke saath le jaathe, mein bhi hummari beti se milthi, maa hoon mein uski, mujhe bhi haq hai
Maan: mein bas park mein usko dhoor se dekh ke aaya hoon, choron ki tarah chup chup ke apni hi beti ko dekhna itna aasaan nahi hai Geet, tum woh nahi kar sakti
Geet: mein kyun chupoongi, mein seedhe jaake apni beti se miloongi, kiske himmat hai mujhe rokhne ki? Mein kissi se darthi nahi, ye toh aap bhi jaanthe ho
Yahi problem hai, Maan is afraid that Geet would lose her senses if anyone stops her… she is someone who will retreat without a fight… that would be a problem with the matter still in the courts ….
Maan pehle hi pareshaan hai aur Geet toh usko aur pareshaan kar rahi hai…
But Geet will never give up her rights over Mansi, she might be her step mother but she has all the rights in her mother’s absence, even Maan can’t take away her rights as a mother, he can only claim his rights as a father…
Geet: mein kuch nahi jaanthi, ye sab aapki problem hai, mein ek maa hoon aur mujhe apni beti se milna hai, kal bhi mujhe chodke jaane ki sochna bhi mat
Maan: mein tumse yahi baat karna chahta tha, kal wahan tumme koi insult karega toh mein bhi chup nahi rahoonga, pehle hi tumme kamakaam pareshaan karke rakha hai usne, ye meri mamla hai, kissi ko koi haq nahi tumme issi beech laane ki, tum meri wife ho aur mein tummari beizatti harkiz barsdhast nahi kar sakta, samjhi tum?
Geet: jaise hi mein aapki wife hui mein Mansi ki maa bhi ho gayi, aur ye aapka mamla nahi hai, ye hummara mamla hai kyunki Mansi hummari beti hai
Maan: issiliye mein iss shadhi ko postpone karna chahta, mein nahi chahta ki tum iss mamle mein kamakaam phaso aur mere saath saath tum bhi takleef sehlo
Geet: shadhi ho ya na ho, meine tab se aapke saath dene ki faisla kar liya hai jab se aap ne mera saath dena shuru kiya tha, kya aap ne shadhi ke liye mere saath diya tha? Nahi na? Toh mein kyun aap ki saath nahi doongi?
Maan: tumme samjhaana namunkhin hai kyunki tum samajhna hi nahi chahti ho
Geet: mein sab samajh gayi, aap ko hi samajhna hai
Maan is not ready for further arguments…
He goes out to save any fighting…
Geet understands his plight and knows that it’s better to leave him alone… .
That night Maan skips dinner and Geet doesn’t interfere for he must be thinking about the past, he lost someone on the same day…
He should be still remembering her… Geet is ready to give him his space… she knows that this is not her time to interfere….
Next day….
Maan is still sulking….
Geet is eagerly waiting to meet Mansi…
Geet has only seen her a couple of times… will she remember Geet?
Geet knows that it’s not going to happen overnight, Mansi is still a child, she is living with her Nani and Tara from birth… she will need sometime to accept Geet as her mother…
Geet only wants to make friendship with Mansi as of now… Mansi got comfortable with Geet even on their first meeting… friendship ki shuruwat bhi hui hai…
But today she will be with her family…. She might not even remember Geet, Geet should be patient, that’s the wise thing to do now….
155