Me, We & TV - DT 007 - Page 21

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

22.6k

Users

22

Likes

5.1k

Frequent Posters

Arko1 thumbnail
Visit Streak 1000 Thumbnail Visit Streak 750 Thumbnail + 9
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Juhi_04


Sitcoms vo bhi jo Bhabhiji, Happu, Sarabhai vs Sarabhai jaise episodics ho 1 se 5 episodes per storywale na ki TMKOC aur Kaatelal ki tarah.


Haan rule banna chaahiye kyunki jyaada dragging shows irritating ho jaata hai.


Do you know i read in some articles that iss baar Cable TV act mein several changes implented hai. Vo sab kuch mahine baad official honge.

IamRaj96 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Neon9


Never. I watched only first epi. Uske baad i totally alienated myself. Kya karu yaar. Dekhna thaa first epi after all uss bullshit KZK2 jo replace kiya thaa. 🤡

Jhooth hai yeh sarasar jhooth hai bcz last december 2020 -jan 2021 me bhi tu bahut tareef karti thi ghum ki first few threads me 🌚🌚

Toh iska matlb yeh hai ki tu kaafi months tak dekhti hogi yeh show 😂😂

IamRaj96 thumbnail
Posted: 3 years ago

Waise mujhe sach me pata nhi tha ki ghum ke aane ke baad KZK2 jaise gem ki value samjh aayegi 🌚🌚


KZK2 toh bahut bhala accha show tha ghum ke saamne 😌😌

OriginalJuhi_04 thumbnail
Visit Streak 750 Thumbnail Visit Streak 500 Thumbnail + 9
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Neon9


It will be terrible. 🤢


Fir vo 'Aye Saree Ki adukaan' ke jagah bolega 'Aye Paan Thuknewali'🤣.

Arko1 thumbnail
Visit Streak 1000 Thumbnail Visit Streak 750 Thumbnail + 9
Posted: 3 years ago

Originally posted by: IamRaj96


Neon dekh inko sitcom pasand hai toh uspe epi limit mat lagao wow.... Yeh toh kaafi double std hua naa 👎🏼👎🏼

Sitcom koi bhi ho kaisa bhi ho there should be limit just like sarabhai/khichdi show otherwise unki bhi quality kharab hoti hai


Absolutely. Juhi is hell biased towards comedy shows. Matlab baaki sab limit mein rahe par comedy shows mein no limits. 🌚🌚


Yaar comedy is also a genre leken ye toh socho ki agar koi comedy show hit hua jo bohot bekaar hai aur usme koi limit nahi hui toh vo toh faltu mein drag hoga na. Issliye sabko equal treatment dena zaroori hai.

Gummy_bear thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: IamRaj96

Waise mujhe sach me pata nhi tha ki ghum ke aane ke baad KZK2 jaise gem ki value samjh aayegi 🌚🌚


KZK2 toh bahut bhala accha show tha ghum ke saamne 😌😌

KZK2 m Erica ki acting nhi dekhi kya tune🌚🌚

Arko1 thumbnail
Visit Streak 1000 Thumbnail Visit Streak 750 Thumbnail + 9
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Juhi_04


Sab TV, Dangal, Azaad TV me kaam mil jaayega😉.


Pata nahi logon ko Ayesha acchhi actress kyun lagti hai.


Kisiko nahi lagti. Jinko lagta hai vo bas uske fans hai jo 1% bhi neutrals mein nahi honge.

IamRaj96 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Neon9


Absolutely. Juhi is hell biased towards comedy shows. Matlab baaki sab limit mein rahe par comedy shows mein no limits. 🌚🌚


Yaar comedy is also a genre leken ye toh socho ki agar koi comedy show hit hua jo bohot bekaar hai aur usme koi limit nahi hui toh vo toh faltu mein drag hoga na. Issliye sabko equal treatment dena zaroori hai.

Plus epi limit lagaane ke baad show jaldi khatam hoga nd hume bahut diff comedy shows dekhne milenge .... Ek hi comedy show kitne saal tak dekhoge yaar

IamRaj96 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: aastha12345

KZK2 m Erica ki acting nhi dekhi kya tune🌚🌚

Dekhi hi hai na nd bahut tareefein bhi ki hai but ab woh sayi se jada acchi actress lagne lagi hai 😂😂

OriginalJuhi_04 thumbnail
Visit Streak 750 Thumbnail Visit Streak 500 Thumbnail + 9
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Neon9

It will be terrible. smiley11

Fir vo 'Aye Saree Ki adukaan' ke jagah bolega 'Aye Paan Thuknewali'smiley37.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".