Lekin mujhe sacch bolu toh kuch nahi laga πI was like kya har time ka hai that he will cage her bass uske aage kuch nahi aurr jab mujeh pata chala ki yeh Sapna usse to aurr satak Gaya mera π€ͺAb agar Chaubays aur shivi ko chahiye ki mein Hotstar khol ke unko dekhun toh unko kuch kaamal aurr dammal karke dikhana padega mujeh πOriginally posted by: EuphoricDamsel.
5 min ka segment itna aanand de gaya jitna do hafte episode ne naa diyaaaa βΊοΈ