Yaar Inka saahi hain. Blackmail karke sabko mana leti hain. Manushi ka kaala Jadu toh pata nahi par Inka koi mantra wantra ka scene hain Kya? š¤£
Meety ko Shaadi k liya convince kar liya
Meetwa ko Shaadi Karne k liya convince kar liya
Meety ko Masoom se blackmail na ho isliya indirectly convince kar liya
Sunaina ko bhi Shaadi k liya convince kar liya