Originally posted by: Pearl21
Kafi logon ko lagta ha k hum Aryan ko negative is liay bol rahain hain k woh adilie ke liay threat ha šhum ne kabhi asa nahi socha koe bhi inke beech aa jae kitne problems bhi Hon inho ne mil he Jana ha škyunke they are leadsš
Baqe Aryan ubhe tak Mujhe positive nae laga šagar revenge beech mein na hota to shaid hum kuch aur sochtay but ubhe woh jo kuch bhi ker raha ha Kahen na kahen revenge Uske mind mein ha šimlie aur aditya ke relationship ka USA pata ha aur use pata ha kahan aditya ko pain dene ha aur Hume lagta ha k woh imlie ko Kahen na kahen use ker raha ha ubhe to woh sabko lag raha ha k imlie ko bada motivate ker raha but jab imlie ko revenge ka pata chale ga to kya woh uska sath de ge nahi woh aditya ka he sath de geš
Aur reality bahir tabh aye g jab Mr ko pyar hoga wahe real test hoga kyun k malini bhi shuru mein Bari sweet the lekin jab use imlie aditya k relationship ka pata chala to woh kase change hue sabko pata ha.
Dekhtah hain boss babu revenge main aur pyar meein kya Kertay hain š
Baqe mere side se ubhe woh positive nahi ha šaur makers ya to USA sacrificing ker dain nae to negative because aik he Bunda imlie ke life mein reh sukta ha aur humein pata ha jo bhi ho pyar wo aditya se he Kerty haiš