Aare jaaneman hum toh kabse betha hain bas koi aake band ka chaala jaaye .😂😂😂
🏏IPL 2026: Mumbai Indians vs Sunrisers Hyderabad, M - 41st, Mumbai🏏
🏏IPL 2026: Gujarat Titans vs RCB, 42nd Match, Ahmedabad🏏
VIDYA DISCARDED 29.4
OIL MASSAGE 30.4
Rumour - Ranveer Singh Demands For Don 3
Toxic Postponed Again
IPL Forum Members' Awards🏆: Spotlight on Our Superstars!🧚
Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai Now On 5th June 2026
Aare jaaneman hum toh kabse betha hain bas koi aake band ka chaala jaaye .😂😂😂
Originally posted by: mineforever
bas ek ishara from Monu and yeh wala Karan doli lekar aa jayega..😁
Aare doli kya main aare duniya main haar jo meri Monu pai dore dalega uska photo pai haar chada du.👻😂😂😂😂😉
Originally posted by: Not_James_bond
Aare jaaneman hum toh kabse betha hain bas koi aake band ka chaala jaaye .😂😂😂
Rakshabandhan mein abhi der hain, meri jaan
Originally posted by: mineforever
Main toh bas yahi sochti huin ki apna din bhi aayega..Karma will bite Karan and phir sab reverse hoga..bas woh shubh din kab aayega ,pata nahi😁
Kabhie naahi ayega tu iss aas ka saath flight pakad ka after life ka journey pai jaayegi.😂😂😂👻
starting main agents ka bhi POV tha..ab sirf cadets ka hi dikhaate hai..jaise Sanju ka starting ka drunk scene.
Karan ka sirf uske bhai wala dikhaya tha,nothing on Monami..
I mean they show that they are affected by brother(Karan) & family (Sanju) but no inner thoughts on it.
Uska liya koi calendar date kyu chahiya hum toh waisa hi ban va le.😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Aabe jal kukde tujhe teri bandi mil gaayi na toh kaahe mera phaate main tang aada raahe ho.😂😂😂
woh toh onscreen wale ko mili hai..meri yaja ki Koel toh lapata hi hai..lagta hai bhaagte bhaagte planet hi change kar liya..😁
.Originally posted by: Not_James_bond
Aare doli kya main aare duniya main haar jo meri Monu pai dore dalega uska photo pai haar chada du.👻😂😂😂😂😉
aisa koi aane ka hi toh wait hai ,jo dore daale..😁
Originally posted by: mineforever
woh toh onscreen wale ko mili hai..meri yaja ki Koel toh lapata hi hai..lagta hai bhaagte bhaagte planet hi change kar liya..😁
Naa bhagte bhagte kisi ustadji ka haath pakad ka rafu chakkar ho gaayi teri bandi.🤭😜😉😂😂😂
Daale toh saahi uski aankhe nikal ka flush karva dunga.😡😡😡😡