Haa iss liya hamare desh main aisa hota hain talent ka koi kadar nahi pura 2 marks ka sawal ka jawab main kitna masta story main bataya kitna acha masta jawab diya.π₯Ίπ₯Ίπ₯Ίπππ Par kaay kaare haar kisko heera ki pehchaan aur kadar naahi hoti.π€’π€’π€’π€’
Main chalta hun apni zindagi ko godhavari main bahane atleast ussa mera talent ki kadar hogi.π€’π€’π’π’π’π°π°π°π°
Tum sab ko alvida hum wapas nahi aayega yaaha , hamara aaj ghor apmaan hua hain .π
I am very very hurts.π₯Ίπ₯Ίπ₯Ίπ₯Ί