Originally posted by: naadanmasakalli
Aww GT Ji🤗 feel free baby hum sab iss naav ka sawwari hain.. dukh sukh baantne se hi kam hote hain😆jo bachi kuchi intrest hai effectively they are removing by making imlie hi koi aur as you said there is absolutly no need to see oh so "intresting"new family and can even in our sleeo say exactly lines as they say it is that rinse repeat.. and oh did you miss the instant dil soft hona and almost "FALLING" in love Maggi noodle wala pyaar jo do fairylight and 4 phool girne se honjaayega as it is rishte ki jaldi hai caz KILL MERA ANHERA SOHNEYA.. and again there is no instant moment for adi to FALL in love na it was a process so adi ka oyaar kabhi tha hi nahi
thanku for jhelooing my rants🤗hum yahaan bahut safe feel karte hai unlike the popular opinion😉😆
aree Aru ki prem katha ke taaze kisse hum kaise miss kar sakte hain😆....Aru ki adhuri pyaar ki kahani dekhne ke liye hi baithi hoon yahaan roz subah😆......Adi ko yeh pyaar vyaar jaise fizool ki baat ke liye time kahaan hai yaar..he’s busy being classist, sexist, misogynist, chauvinist no...just MINOR details that his entire universe revolves around Imlie and everyday cheezein mein pyaar dikhta hai...saath dikhta hai...bas CHOTI CHOTI baat🤔
Oh sorry honey hum yeh bachkaand Panna nahi accept kar ooa rshe look at us being such negative souls who think.imlie needs to be tied with someone but it is coming from Alag rsah je ambassadors alag raah chahiye but lightswale ke saath 🤣 what Irony. Sorry I have severe case of allergy yeh sirf lambi zabaan action zero wali brainless chick's and as I said I liked imlie caz she was fun loving in a very normal and relatable way but ab she ilhas to be cheap version of sasti versions it is almost like she has gotten the shock so hard ke she has lost her brain and is now split personality and needs a mental doctor. The girl cannot even say what she wants to write her article on but hey she is the greatest writer ever.bhai wih tih hun and adi bhi kabse keh raha hai can you atlesst not give her a coherent point . I was like

Wou tih main phir bhi adjust kar loon had their been actual kuch but pata nahi kaunse Mr India huye pade shades hain yahan bhi dilhte hi nahi hain everything is like maahhhhhhhhaaaaa FORCED and why should I be tortured with that jab adilie beech main hai hi nabi..I mean on one hand there is yearning but usko nahi dhang se nahi dikhana caz woh phir sab exhaust ho jaayega. As if yeh 15 yrs old tropes are not exhaust yet
but birdie ki khushi ka kaa huyiyee🥺....yeh sab overflowing khushi hum paapi sympathisers ko nahi dikhta I guess...no matter ki birdie khud bol rahi hai ki khush nahi....but birdie is a source of entertainment ki comedy show banaao just cuz Kalini se chutkaara apparently🤔....the actual Imlie like you said the fun-loving relatable one...agar woh kuch actual phun kare which she has numerous times for over a year its negated....cuz that was in her ghar no..Adi ke saath...Tripathis ke saath....’gharelu’ maamle mein....ab office mein aakar working womaniya phun kar rahi hai so it’s refreshing👏
And yes uooar se logon ka beech main ghuss ghuss ke aana and verstality ka hunar dikahana with the ladoo tricks kabhi scrapbook skills lmao sure.. jaise home science ki class chal.rshi hai kabhi chai /paani/ noodles kabhi yeh art skills lol🤣
Itna kaam pehle kar leti toh baat hi kya thi
And sabse bada irony that hit me while typing this is the very imlie who tadpoles for family who was crying until like 4 weeks ago in dandiya ke kabhi aone nahi milenge parivaar nahi milega ab kehti hai Han main ghariron ke saath theek hoon caz who cares about parivaar bas achanak visit kar lokngi sure..
No no naya safar hai....nayi disha hai....aise naye cheezein try karne ke waqt sab bhool jaao mode mein jaana hai..purani baatein nahi yaad karni🤔...dekho na Aru ki amma ke saat kaise mast bonding chal rahi hai🤔...bas woh alag baat hai ki hostel ko waapis aake Maa ke tiffin dabba ko hug karke rona bhi hai😛....confusiya Imlie you see ki kono disha main jaana hai like as if she doesn’t know😛
Apka tape recorder is what we relate too and thanks for your super fun reviews they are so amusing to read always.. 😆
Waise aaj humne kya seekha ke office chair pe jhule kaise lete hain woh bhi when you have a deadline
Bas ek.hi baat relate ki thi mujhe editor sahab ka calling asi dependable
Mera toh ab soundtrack hai tum saath ho na ho kya farak hai Bedard thi zindagi Bedard hai..yahi laa dia hai
I related to when Adi asked Imlie ki uska dimaag toh theek hai na cuz bahut baar puccha maine off late and shaayed aage bhi pucchne ki padi😛....aree haha accha hai aapko kuch toh amusement mila...hum sab ka haal toh soundtrack ki tarah ban gaya hai with little to no Adi-Imlie in sight....sigh humare naive suhane sapne of patrakaar duo😆