Tumhari Bahoon Ki Aaghosh Mein, Kuch Aise Kho Jaau,
Khud Ka Wajood Bhula, Tujhme Mein Hi Sama Jaau
❤️

🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: First Semi-Final- SA vs NZ🏏
HOLIKA DAHAN 3.3
I Love You Armaan
Toxic Postponed To 4th June 2026
Abhimaan Ki 4th Shaadi
With is with those expressions? Alia's interview at Bafta
HOLI GADBAD 4.3
Why was Dharundar snubbed at Zee Awards
Abeekmaan are cringe
Happy birthday to Shraddha Kapoor
Avatar & Signatures Shop BC 2026 | V-Day Celebration | VOTING ON!
Tumhari Bahoon Ki Aaghosh Mein, Kuch Aise Kho Jaau,
Khud Ka Wajood Bhula, Tujhme Mein Hi Sama Jaau
❤️

Originally posted by: kavya1994
Tumhari Bahoon Ki Aaghosh Mein, Kuch Aise Kho Jaau,
Khud Ka Wajood Bhula, Tujhme Mein Hi Sama Jaau
❤️
❤️❤️
Bechari monu..kya kya sapne saja rahi hai😆aur Karan do bate suna ke chup kara dega usse..🤣
Originally posted by: kavya1994
Tumhari Bahoon Ki Aaghosh Mein, Kuch Aise Kho Jaau,
Khud Ka Wajood Bhula, Tujhme Mein Hi Sama Jaau
❤️
Tumhari aankho ki gehrai main khudh ko bhul jau,
Beshumaar Ishq hain tumse yaa kaisa batlau,
Ab bas tamanah hain itni ki teri panhaon main meri jaan main fanaah ho jau.
Oh acha aisa aa rhe the aap😂
Abhi gaate hain
Aaye ho meri zindagi me tum zeher bankar
Mere sath kabhi na rehna tum yun keher bankar
Apne devar ka peecha tum chhod do
Apne pati se ab naata tum jod lo
Kaunsa devar papa???
Mera toh koi pati bhi nahi hain.
Ye gaana hamari unke liye tha☺️
Maina kaaha naa issa pagalkhane chod aau varna Kaal ko paata chaala apne swargvaasi devi jaisa patni ko kaahi chachi na bulane laage.😂
Originally posted by: Not_James_bond
Tumhari aankho ki gehrai main khudh ko bhul jau,
Beshumaar Ishq hain tumse yaa kaisa batlau,
Teri panhaon main meri jaan main fanaah ho jau.
2line se 3line kar diya, aur badhana hain.. ya main jawaab du😆
Originally posted by: kavya1994
Tumhari Bahoon Ki Aaghosh Mein, Kuch Aise Kho Jaau,
Khud Ka Wajood Bhula, Tujhme Mein Hi Sama Jaau
❤️
Jaane kyun dil kehta hai ek duje mein Kho jaaye
Bhul ke ye duniya hum tumhare ho jaaye
Originally posted by: Not_James_bond
Maina kaaha naa issa pagalkhane chod aau varna Kaal ko paata chaala apne swargvaasi devi jaisa patni ko kaahi chachi na bulane laage.😂
Paagal to tum dono ho gaye😠
Tum apne wale ki baate kar rahe the to mai na karu apni unki baate 🙈
Paagal to tum dono ho gaye😠
Tum apne wale ki baate kar rahe the to mai na karu apni unki baate 🙈
Acha apko yaad bhi hain ki apki koi biwi hain.😂😂😂