SidG will be going underground for a while - duty calls. have an important presentation on Saturday and next week Friday.... rozi-roti ka sawal hai.... lagta hai iss Walnut ne sach mein mere cards cancel karwa diye hai.... baad mein dekh lunga....
Monu bro tab tak sambhal lena. after all tu best hai 😉
aur meri Miss tattoo ka bhi dhiyan rakhna
main aata jata rahunga 😭
Oyy sidG main itna bhi nikama nahi hu yaara ki mujhe tu itna tor dikhaye haa teri taara idhar udhar kudta nahi hu paar yaar logo ka dhyaan main bhi toh rakhta hun.🥺🥺😭😭😭