lekin ek baat bata yaar, HC sach mai 38 ka lagata nahi yaar.. 😲
aur woh to 22 yrs ki bacchi hai.. Ye logo ne age gap ka funda uthaya hota na to humare liye accha hota..
Agar humara wala dub jaye to hum waha shift ho jate..
Lekin usse to chota dikha rahe hai..
Waise HC ke father ka EMA ka koi lochya nahi hai.. Bas Babhi se jealousy hai usse.. 😈