Originally posted by: VaishnaviG
Shiva adopted 🤣
Ya yeh bhi ho sakta hai ki yeh 4 suman ke heere suman ke hai hi nahi 🤣🤣
Agar maami aur Pandya papa ka hua toh 🤣
Ek ff mein tah ki Prafulla ka bf Papa Pandya the 🤣lekin papa ne parfulla ko chodkar aurr mami ki sone ki chain lekar chuna laga kar US chale gaye aur phir Suman se shaadi karli aur Suman ko woh sooner ki chain de🤣
Yeh baat sirf Suman aurr ,maami ko pata thi 😆
I need to know the name of this ff..🤣🤣







