Originally posted by: Shraddha6789
Arre Ganju aur Sanju ki story progress ka liya uska theekh hona zaroori tha while karan ka bimar rehna zaroori tha.
Monu is a doctor tho ilaj ka bahana aur Sanju is a trainer toh woh jaldi theekh hone ka bahana.πππ
Ab sab wahi toh golmaal hai ..
par mujhe koi pharak nahi pada as such kyunki mujhe KarMi ke scenes mil gaye..aur kya chahiyeπ