Ye lo ji, Best Actor award ka clip aa gaya 😆
YouTube pe HD baad mein aa jayega, tab tak ye hi dekh lo 😆
Iska "thank you" toh deho, pura attitude maarke kya topic badla 🤣
Then finally jab speech diya toh vohi bola jo apne ko pata tha 😆 He said also maine kisi ko vote karne nahi bola tha...matlab dekho bina lobby ke kaam karne wala banda hai ye 👏❤️