Ye lo ji, Best Actor award ka clip aa gaya đ
YouTube pe HD baad mein aa jayega, tab tak ye hi dekh lo đ
Iska "thank you" toh deho, pura attitude maarke kya topic badla đ¤Ł
Then finally jab speech diya toh vohi bola jo apne ko pata tha đ He said also maine kisi ko vote karne nahi bola tha...matlab dekho bina lobby ke kaam karne wala banda hai ye đâ¤ď¸