Originally posted by: missFiesty_69
Haan ji, jab tak aap hai tab tak hum bhi maujood.. we are dual citizens and night owls haina 😃
P.S isake baad mujhe Tazbu AT bhi jaana hai #SedLife #IAmUltraBusy🤗
Abhi agar maine tata bye bye nahi kiya to subah meri pit pit pitt ho jaani hai