Maine bhi kya hi kiya un logo ke saath, bas kuch baatein hi to boli 🤔
Tum to sidha jaan lene pe utar ayi thi 😭😭
Yeh meine nahi aapne shuru kiya 🤣
Aapne kaha mosquito bites denge aur meine chipkali ka naam liya 🤣
Shuru toh apne ki na? Mein kaisi responsible ho sakthi hoon 😆