We give bhashan against sexual harassment while we promote this - Page 2

Created

Last reply

Replies

27

Views

2.9k

Users

10

Likes

57

Frequent Posters

sweet_tania thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago
#11

Originally posted by: naaznin

True mamaji flirting with rakhi looks uncomfortable for me than imagine the person who may be facing.

Also too much bhashan baazi was annoying. They were lecturing whole World like no one knows anything and only shah parivaar is so much aware. The whole sequence looked comical.

Abhi thode din pehle toshu ne bola tha mamaji ko, lekin inn par toh koi asar he nahi hai🤢

Daughter in law ki mother ke saath mamaji jo flirting karte hai uski video bhi bana kar viral karni chahiye.

Edited by sweet_tania - 4 years ago
731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#12

Dholkia ke against proof collect karne ke liye kinjal ke saath ek ya do

person aata to theek tha. Proof collect karne ke liye itne saare logon ki jaroorat nahin thi.

Haan log karte hain hangama court mein bhi hangama hota hai

Log to court mein jahan mediation hota hai wahaan pur do parivaar ke paksh ek ek doosre ko fist slap kick karte hain sub kuch lawyer ke samne hota hai

Waise in reality mein yeh official work ek lamba Process hota hai . Itna time nahi hai cvs ke paas ki ek ek cheej dikhaye

Koi documentry film nahi bana rahe yeh serial wale ki sub ek ek step dikhayenge ki office mein complain kaise hoti hai . This is Fiction

They just want to convey ki chahe person woh kisi high post pe kyon na baitha ho hehas no right to harass any employee in any form aur woh cvs ne convey kar diya

Edited by surabhi01 - 4 years ago
sweet_tania thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago
#13

Originally posted by: surabhi01

Court and MNC ka koi comparison he nahi hai. Court macchi bazar bann sakta hai but MNC macchi bazar jaisi kabhi nahi hoti hai 😆😆

Lol agar writer ne kabhi MNC culture nahi dekha hai toh it's okay, Agar writer ko MNC kaise function karta hai yeh bhi nahi pata hai toh bhi it's okay, Agar writer ko nahi pata hai ki roadside harassment and office harassment kitna differently handle karna hota hai toh bhi it's okay .

Audience can understand writer ko MNC culture ka kuch bhi idea nahi hai but at least macchi bazar jaise woman harassment matter ko MNC mai handle nahi karna chahiye tha.

Edited by sweet_tania - 4 years ago
QNefertiti thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 4 years ago
#14

Ye kya discussion ho raha hai 🤣 Central character ka achar dalu mai?...GIF diya hai itna hardwork karke...usko discuss kar lo

731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#15

Mujhe to mama ji ka character useless, lagta hai . I mean mama ji ka character kyon rakha hai. He is not contributing in story and same Boring repeatibe dialogue ki main bhool jaata hoon and why he is staying at her sister house. Ehy Dont he stay at her own mother house

731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#16

See yeh serial hai aur serial mein logon ko hooked rakhne ke liye is tarah ke scene daalna jaroori hota hai machhi bazaar ho ya khuch bhi. Agar yeh serial wale bus khaali written complain karke chod dete hai aur yeh shah family koi tamasha nahin karte to koi serial nahin dekhta sub kehte bahut Boring track

Serial ko interesting banane ke liye yeh tamasha jaroori hota hai bhale hi woh real life mein sahi na ho

Bina tamasha ke koi serial nahin dekhega

Suppose yeh scene hota ki ki kinjal complain type karti computer pe mail karti HR

HR ka reply aata ki kinjal ko aur kinjal inform kar deti ki maine complaint kar diya

Sub kehte okay. To kitna Boring lagta

To serial mein darshak ko attract ke liye yeh tamasha bhale hi woh na sahi jaroori hota hai

sweet_tania thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago
#17

Originally posted by: QNefertiti

Ye kya discussion ho raha hai 🤣 Central character ka achar dalu mai?...GIF diya hai itna hardwork karke...usko discuss kar lo

Sorry for going out of topic ❤️

Saumya96 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Easter Egg Contest Winner (2023) Thumbnail + 5
Posted: 4 years ago
#18

Originally posted by: sweet_tania

lol jis step ko sabse pehle lena chahiye, jis step ki marketing sabse pehle karni chahiye thi uss step ke bare mai sabse last mai bola!😆

Agar jo step working women sabse pehle corporate office leti hai usko sabse pehle dikha dete toh kisi ko mooh dikhayi jaise dialogs bolne ka mauka nahi milta so can understand juloos nikalna zaruri tha!😆

Mamaji toh aise sensitive issue mai bhi joker he bane hue the and sab ke sab ek sath gawar jaise office mai ghus gaye lol victim employee ke mamaji, dadi saas, devar, devrani sab ke sab office mai 🤢

lol sensitive issue related to working women ko rajshri production ka hum saath saath hai movie bana kar choda😆😆

This same thing I have said at Kosha's post. They didn't handled the sensitive issue correctly. Waha wo Pakhi ke track me jaha utna kuch serious nahi tha, tab everyone in the family were emotional and tensed. And now when Kinjal was verbally harassed, they took it as a family morcha and what not. And after returning they are talking about social media likes and comments.??? Like seriously.? Why didn't they showed properly used words in office culture for anti harrasing committee and all. They should aware everyone if they are touching a sensitive issue.

P.S: btw, Hum Saath Saath Hai mujhe achi lagti hai yar 🙈🙈🙈🙈😂😂

Saumya96 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Easter Egg Contest Winner (2023) Thumbnail + 5
Posted: 4 years ago
#19

Originally posted by: QNefertiti

Ye kya discussion ho raha hai 🤣 Central character ka achar dalu mai?...GIF diya hai itna hardwork karke...usko discuss kar lo

Actually I was eager to ask you, kaha se dhundha yeh gif 😂😂 and I felt weird when this scene I was watching in today's part.!

Saumya96 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Easter Egg Contest Winner (2023) Thumbnail + 5
Posted: 4 years ago
#20

Originally posted by: surabhi01

See yeh serial hai aur serial mein logon ko hooked rakhne ke liye is tarah ke scene daalna jaroori hota hai machhi bazaar ho ya khuch bhi. Agar yeh serial wale bus khaali written complain karke chod dete hai aur yeh shah family koi tamasha nahin karte to koi serial nahin dekhta sub kehte bahut Boring track

Serial ko interesting banane ke liye yeh tamasha jaroori hota hai bhale hi woh real life mein sahi na ho

Bina tamasha ke koi serial nahin dekhega

Suppose yeh scene hota ki ki kinjal complain type karti computer pe mail karti HR

HR ka reply aata ki kinjal ko aur kinjal inform kar deti ki maine complaint kar diya

Sub kehte okay. To kitna Boring lagta

To serial mein darshak ko attract ke liye yeh tamasha bhale hi woh na sahi jaroori hota hai

That is why our serials are more dramatic than realistic. And realistic shows never make great in terms of trps and achievements. Saas bahu, dramatic, jhagda, shadiyan, etc etc, yahi chalta hai yaha. And audience too support this crap.! I am not talking about any particular show, but almost every show of ITV is like this.!

Related Topics

Anupamaa Thumbnail

Posted by: Starwatcher01

2 months ago

Anupamaa to promote Kyunki Saas Bhi 2

Is this true. So many news on release date and crossovers yet there is 7 days left for July 3 what happening? Do you think Anupamaa should do a...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".