Shreya ka ek post yaad aa gaya
Bhatakte haath 🤣🤣
Toxic opens with more that 100 cr Day 1 domestic nett, 55 cr Hindi!!!
Yeh Fitoor Tera episode discussion thread # 1
Toxic headed to emerge a DISASTER
Nepal Flash Flood Disaster: Hundreds feared dead
Do you think King shud be postponed?
Shreya ka ek post yaad aa gaya
Bhatakte haath 🤣🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
Piya ko baar baar instigate kiya taki woh J ke aur kabeeb jaye
Aur baad me hosh aaya Jeh to bhediya hai 🤣🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
https://www.instagram.com/p/CRsi-HNJcZ5/?utm_medium=copy_link 🤣🤣
Puray Dehradoon ki GF lagogi 🤣
🤣🤣
Misha in sab maamlo me inexperienced thi bohot zyada 🤣🤣
Abhay akela aisa BF hoga toh apni GF ko dusare ladko k sath set krne main laga hua tha 🤪
Piya jitne unsafe abhay k sath thee, usse zyada unsafe woh Abhay k bina thee🤔
Abhay ke bhatakte haath to saalo baad bhi hot topic hai 🤣🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
Abhay akela aisa BF hoga toh apni GF ko dusare ladko k sath set krne main laga hua tha 🤪
Piya jitne unsafe abhay k sath thee, usse zyada unsafe woh Abhay k bina thee🤔
Abhay na Piya ke saath reh sakta tha aur na hi usse door 🤣
And in short Piya poore show me danger me thi 🤣🤣
Agar abhay ne apne NAAK ka use kiya hota toh Piya kabhi J k trap main nahi phaste 😵pehle piya ko J k close laya phir expect kr raha tha k piya uski baat maan k J se dur ho jayegi
Woh sirf Shaurya main interested thee , Abhay ka jaado Misha par nahi chal paya 🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
Agar abhay ne apne NAAK ka use kiya hota toh Piya kabhi J k trap main nahi phaste 😵pehle piya ko J k close laya phir expect kr raha tha k piya uski baat maan k J se dur ho jayegi
Abhay ki vampire abilities poore show me kisi kaam ki nahi thi 🤣 Bas Piya ko sahi time pe catch kar sakta tha 🤣
Aur Piya to Piya hai jo Abhay bole uska ulta hi karti hai 🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
Woh sirf Shaurya main interested thee , Abhay ka jaado Misha par nahi chal paya 🤣
Aur Shaurya Shankar me aur Shankar Misha me 🤣🤣 Wo scenes dekh ke aaj bhi hasi aati hai 🤣
Misha iklauti thi jisko Abhay se koi lena dena nahi tha🤣
Jab tak Hriti wapis aa kar new AT Thread nhi banate tab tak yahi chat karo
1.1k