Originally posted by: Raghav_Rao
Toh idhar reh ke kya krega tu?
Main abhi kisi kam se bahar ja rhaa h👍🏼
Main bhi jaa raha hun anna
party karne

🏏India tour of Sri Lanka 2026: Warm Up match from 07 to 09 /08/2026🏏
Dil Hai Tumhara - 4 gorgeous people in one ragebait movie
Aamir and Preity join Sunny for promotions
Originally posted by: Raghav_Rao
Toh idhar reh ke kya krega tu?
Main abhi kisi kam se bahar ja rhaa h👍🏼
Main bhi jaa raha hun anna
party karne

Jyada mat peena farhad warna tera Amma tere ko datega👍🏼

Ek din in logo ko akela kya chhoda
Kya se kya ho gyi🤣
Originally posted by: Raghav_Rao
Farhad ghar ja...tere ko aram ka sakhat jarurat hai...tu apni bhabhi ke sath reh ke pagal ho chuka hai.....
Kya kaha tumne😡

Ab tak toh sab ne episode dekh he liya hoga???😉
Should we discuss about it?
Originally posted by: Pallavi_Rao
Ab tak toh sab ne episode dekh he liya hoga???😉
Should we discuss about it?
Shuru Hojao
Aaj ka toh Epi bahut accha tha