haa sargu ka to thik hai.. Vo nahi aa sakti..
Sargu ka samaj ata hai ye piyu kidhar bhag gaye
Idol wale forum me milegi kya
Par piyu to pata nahi kaha hai.. Ab to uski bahan ki shaadi bhi puri ho gayi thi.. Fir gayab ho gayi ye.. ๐
Mana kar rahi thi ki abhi nahi jaati vo utna udhar.. ๐
Aaj jaake dekhna padega..