Are abhi to sahab jade ko mandir jaana hai , pooja path me man lagana hai , hawan karwana hai ...... ritiriwaz follow krna hai😌😌
Arey Hemaji, Binoy babu toh pehle se hi sanskari, sulakshana aur ek patni nishtha banda tha...... aur kitna sanskari banana hain use😉😁
Saaf shabdo me kahe to aatmao ka exchange between Binoy and trilochan 😉😉