Originally posted by: xxStrangerxx
Jiju ke liye Appi gaana gayeingi🤣
Accha ji main haari chalo maan jao na...
Bas itna hi aata h🤣
Agar phir bhi na mane toh🤪
Aja piya, tohe pyar du.,gori baiyan tope war du🤣
Tulai post leap look
New article Mihir (Amar)will be back
Anupamaa 01 July 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
"Alpha Q" song - Baby Do Die Do
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-2: Eng W vs SA W🏏
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
Ireland PM gifted Vaibhav a Rolex watch after being impressed...
Originally posted by: xxStrangerxx
Jiju ke liye Appi gaana gayeingi🤣
Accha ji main haari chalo maan jao na...
Bas itna hi aata h🤣
Agar phir bhi na mane toh🤪
Aja piya, tohe pyar du.,gori baiyan tope war du🤣
Its ok . I will do that for Jyothi 🤣. Truck se accident karwadoonga . Maandaar aur uska Baap Dono Ka 🤣
Poori fandom tmko duaein degi phir🤣
Originally posted by: Sadme-Me-Hu
Jabbi tumhare comments padhti hu 😭
“Chann se tute koi sapna....jag sadma sadma laage” chalu hota hai
🤣🤣
Ikr😎
Next time..Ae dil hai muskhil play krna🤣
Originally posted by: rikara94
Agar phir bhi na mane toh🤪
Aja piya, tohe pyar du.,gori baiyan tope war du🤣
Ye konsa song h🤣
Ab vote karo
Girls Galore
Sai Ki Apsarayein
Sai Lok
Sai Jahan, Hum Wahan
Sazish Hai Rachne waali
Mujhe bold waale pasand hai 😆
Its ok . I will do that for Jyothi 🤣. Truck se accident karwadoonga . Maandaar aur uska Baap Dono Ka 🤣
🤣🤣
Hayee tum logo ka pyar dekh ke...meri aankhon mein aansoo nahi ruk re🤣
Originally posted by: xxStrangerxx
Wah wah wah wah🥳👏
Idhr aapki shayari aayi udh tv pe promo aa rha tha🤣
Han na 😎
Yeh sher hai meri taraf se Raghav k dushmano k liye...
Jyoti apne lion ko sambhal k rakho aur Neha apne sunny ko 🤣
Jis jamane ka tune gaya uss jamane ka🤣
Originally posted by: Isamreen
Han na 😎
Yeh sher hai meri taraf se Raghav k dushmano k liye...
Jyoti apne lion ko sambhal k rakho aur Neha apne sunny ko 🤣
Aur hum dono Raghav ko sambhal lenge🤣
Originally posted by: Sadme-Me-Hu
Ab vote karo
Girls GaloreSai Ki Apsarayein
Sai LokSai Jahan, Hum Wahan
Sazish Hai Rachne waali
Mujhe bold waale pasand hai 😆
Mujhe bhi🤣
Sai ki diwanees bhi sahi rahega....baki tum decide krlo...hume sab psnd h👍🏼