Ghar Ke Bantwaare par - Page 4

Created

Last reply

Replies

43

Views

2.8k

Users

6

Likes

74

Frequent Posters

Rohil.ban12 thumbnail
Visit Streak 30 Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 4 years ago
#31

Originally posted by: sweet_tania

Why she accepted bapuji’s emotional request at first place? Jaise divorce decision strongly liya waise he Aj at bhi firm rehna chahiye tha. Yaha forum mai sab future possible scenario likh rahe hai wohi same baate anupama ne nahi Sochi and why??? Anupama ke core nature ki wajah se ab bapuji everyday audience ki gaaliya khayege and anupama ko clean chit and sympathy milega🤢

@bold : It requires presence of mind without drowning in emotions .

I would say ki forum members are not saying totally on the basis of future things…(means if I see my point) then kuch aise decisions hote hai jo bilkul sahi nahi hote uske liye sochna padta hi nahi hai… they are wrong means wrong… Jaise Anupama ne divorce ka socha tha ki maafi nahi de sakte matlab nahi de sakte chahe Baa Pakhi toshu bapuji jitna marzi Ro le kasam de de… kitne baar Baa toshu Pakhi dolly ne try kiya tha manane ka but she was adamant… vaise hi yeh decision tha ki jab pata hai ki Vanya hai vahan toh without thing anything even without thing about future it’s totally wrong to stay under same roof… that’s it… apne samne ghar main reh lo but same roof… aise toh fir scenarios bahut hai ab kitchen divide hoga toh kavya kuch romantic banayenge toh usko problem hoge family ko problem hoge ki kitne besharam and all hai aise thode hota hai yeh decision galat hai matlab galat hi… jaise divorce ka firm decision tha vaise hi yeh firm stand hona chaiye tha… aise toh usko pata hi tha Anupama ko ki ghar vale nahi jane denge kuch na kuch karenge rokne ke liye… pehle bhi try kar rahe the ab bhi karenge toh mana karna chaiye tha na… 🤦🏻‍♂️🤦🏻‍♂️

Rohil.ban12 thumbnail
Visit Streak 30 Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 4 years ago
#32

Originally posted by: surabhi01

I disagtee on this part anupama ki mahanta ki wajahon dusron logon ko bura banaya jaa raha hai

Jub kavya ko sensible dikhaye they shuru ke teen mahine mein jaise kavya ne bola anupama ko job karni chahiye to bhi anupama ka wohi character lag bhag wohi chala aa raha hai sabki care karna

Chahe samne wala acha ho ya bura anupama ka character shuru se lag bhag wohi chalaa aa raha hai

Agar anupama ki waah se logon ko bura bana rahe hain to kinjal devika nandini kyon nahin bure bane

Yeh to story

Story mein sare ache log ya saare bure log nahin ho sakte

Anupama agar innocent ki wajah se agar use yeh lagta hai ki baa ne use saree de di festival mein to baa anupama ko bahut pyaar karti hai. Agar anupama ko yeh lagta hai ki pakhi toshu sachmuch pyaar karte hain sach much chinta karti

Agar anupama innocent ki wajah se aise sochti hai to bhi samne wale galti khatm nahi ho jaati it is true thatsamne wala like baa pakhi toshu yeh sub selfish hai

Agar koi dowry mang raha hai to jo dowry de raha woh to galat hai hi but iska matlab yeh nahin jo dowry de raha hai woh galat ho gaya aur jo dowry maanga woh sahi ho gaya

Even that person give dowry and do not oppose it but ise jo dowry maanga tha uska crime khatm nahi ho jaata just because other party did not oppose it

Waise aaj kul anupama kavya se matlab nahin rakhna chahti. Anupama apni life jeena chaahati hai but kavya ja barasti anupama ko kurefedi rehti hai

Anupama ne kavya ko acha reply de diya but pht bhi kavya anupama ko taunt karti rehti hai aise logon ka anupama ka kya kare jo itni insult hone ke baavjood bhi samne aa jaate hai aur batmmejee dete hai

Agar anupama mahan hai to saamne wala bhi selfish greedy rude hai

For me it’s just for the context when makers try to show ki Anupama bahut aache mother hai while Rakhi nahi jabki Rakhi jaise bhi rehte hai but she does everything for Kinjal and loves her out of the world… Rakhi ka apna way hai voh practically sochte hai aur Anupama ka Apna… toh makers ko Rakhi ko as a mother nahi bura dikhana chaiye… abhi bhi voh Kavya ke time kinjal and apne damad toshu ka soch rahe the… jo ki har maa aur saas sochenge… haan jab voh Anupama ko faltu taunt karte hai tab usko negative dikhana genuine hai but as a mother I sometimes don’t like that… and even I don’t like when Kinjal sometimes disrespect Rakhi (though Kinjal is most sorted among all) but har baar uska Anupama mummy Anupama mummy karna bhi aacha nahi lagta rakhi ke samne… at that times I sometimes feel ki makers Anupama ko mahan dikhate hai and doosre ko chota

But this is never the case with Baa, Pakhi and toshu… voh vaise hi sahi nahi hai… but tab zaroor mahanta ho jate hai when she keeps on listinening to all the taunts and never even never she politely gives back while it’s necessary… and when she gives moral gyan of parvarish but khud ke pakhi toshu jabki spoilt brats hai….

And Anupama ki innocence Baa Pakhi toshu ke time kyu rehte hai and jawab dena har baar bakio ke samne kyu… aur insaan ko change toh hona padta hai waqt ke saath… ek dam nahi but change toh ho… saal ho gaya still vahi… fir kya fayada…

Baki aaj ke case main bapuji majorly bhageedari hai Anupama ka future kharab karne main but Anupama bhi somewhat responsible hai

Jaise divorce ke liye firm the chahe tab pakhi depression main chale gaye toshu ne harkate ki ya Baa ne itne nautanki ki vaise hi aaj usse Bapuji ko politely gift lekar baat kar ke mana karna chaiye tha… har baar yeh nahi chalega ki family ke karan kiya… bapuji ke liye kiya… apne liye kab karoge… As Devika used to say apne zindagi kab… baa bapuji ek doosre ke saath hai, toshu and kinjal hai, Samar and Nandani hai, Pakhi ka bhi rishta ho jayega, vanraj ko kavya mil gaye toh apna number kab…

Overall for me makers Anupama ki Mamta ko signify karne ke liye bakio ki Mamta ko chota kar dete hai thats where they show her mahan and others bad….

sweet_tania thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago
#33

Originally posted by: Rohil.ban12

👏👏👏

731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#34

Rakhi ka apne kinjal ke bare mein sochna sahi hai but woh jo dono taraf aag lagati hai just for entertainment yeh galat hai aur anupama ki usne uncessary insult kiya woh galat hai

Rakhi ko apne beti ke 100 maid rakhne kai mineral water de koi problem nahin but dono jagah fire mein fuel daal kur entertainment lena band kare

Aur aisa nahin hai ki anupama ne mana nahi kiya tha anupama ne tabhi bapuji ko mana kiya magar ek baar bhi bapuji ne nahin b kaha ki theek hai jaisa tum chahti ho waisa hi hoga,

Shaayad bapuji aur anupama ka rishta itna deep hai ki anupama nahin rehna chahti thi but phir bhi deep rishta ki wajah se mana nahi kar paayi

Aisa nahin anupama mana nahi karti usne politely firmly hokar mana bhi kiya aa bhi anupama ne mana kiya to saamne wale ko bhi anupama ki icha samajhane chahiye

Agar sawal yeh ki anupama ne mana kyon nahin kiya to phir questiion bapuji ne kyon roka anupama jub anupama mana kar rahi thi woh yahan nahin rahegi

Ya dono galat hai both bapuji and anupama. Ya phir dono mein koi galat nahin

Questiion yeh hota ki anupama kyon mahanta dikhati hai to questiion yeh bhi hota hai ki agar anupama acha karti hai to yeh sub log anupama ki acha ka faayda kyon uthaye hai.

. Yeh questiion un logon se bhi kiya jaaye jo anupama ki acha ka faayda uthaate hain

Rahi baat pakhi baa toshu ki yeh sub kaam kar sakte hai but yeh sub jaanboojhkar kam nahin karte

Us din pakhi ne shrikhand banaya. Vanraj ko banana shake laal kur diya

Anupama ke liye daal chini wali chai banayi. Yeh sub pakhi ne apne man se kiya

Ek baar pakhi apne aap se lauki cheel rahi thi. Yeh sub anupama ne nahin bola tha yeh sub paakhi ne apne man se kiya

To jub pakhi kaam kar sakti hai to baaki din kaam kyon nahin karte

Iska matlab yeh hua jub pakhi khud ki ichha hogi to woh kaam karenge wala anupama poori din maid bani rahe to koi problem nahin hai

Ek baar pakhi ne bola tha ki anupama se wife ka kaam hota hai husband ko khana dena jub kavya ne vanraj ko kaha tha ki tum apne aap coffee bano

Isi wajah se to pakhi divorce nahin chahti thi ji kavya aa gayi to woh papa jo coffee bana kur nahin degi. At least anupama to degi

And i feel pakhi ne yeh coffee wali baat baa ko batayi hogi tubhi woh divorce na lo iske liye force karti thi

Edited by surabhi01 - 4 years ago
731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#35

Aur anupama kavya aur rakhi ke saamne isliye innocent nahin ban paate kyonki kavya rakhi jaise bhi hai magar woh apni baat ko lekar clear hai. Woh agar jo khuch bhi bolte hai clear hai saamne hai hai chahe woh galat hi ho

But yeh baa pakhi jo itna aasoon baha rahe hain keh rahe hain ro ro kur anupama mut jaao to anupama ko kya kisi ko bhi. Yahi lagega ki woh person bahut pyaar karta hai

Ab anupama ko kya pata ki ki baa pakhi kavya ki wajah se anupama ko rokna chate hai

Edited by surabhi01 - 4 years ago
sweet_tania thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago
#36

Pakhi nadan hai but kameeniii nahi hai .
Maa ke liye juthe aasoon sirf kameene bacche bahate hai.

Rohil.ban12 thumbnail
Visit Streak 30 Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 4 years ago
#37

Originally posted by: surabhi01

Rakhi ka apne kinjal ke bare mein sochna sahi hai but woh jo dono taraf aag lagati hai just for entertainment yeh galat hai aur anupama ki usne uncessary insult kiya woh galat hai

Rakhi ko apne beti ke 100 maid rakhne kai mineral water de koi problem nahin but dono jagah fire mein fuel daal kur entertainment lena band kare

Aur aisa nahin hai ki anupama ne mana nahi kiya tha anupama ne tabhi bapuji ko mana kiya magar ek baar bhi bapuji ne nahin b kaha ki theek hai jaisa tum chahti ho waisa hi hoga,

Shaayad bapuji aur anupama ka rishta itna deep hai ki anupama nahin rehna chahti thi but phir bhi deep rishta ki wajah se mana nahi kar paayi

Aisa nahin anupama mana nahi karti usne politely firmly hokar mana bhi kiya aa bhi anupama ne mana kiya to saamne wale ko bhi anupama ki icha samajhane chahiye

Agar sawal yeh ki anupama ne mana kyon nahin kiya to phir questiion bapuji ne kyon roka anupama jub anupama mana kar rahi thi woh yahan nahin rahegi

Ya dono galat hai both bapuji and anupama. Ya phir dono mein koi galat nahin

Questiion yeh hota ki anupama kyon mahanta dikhati hai to questiion yeh bhi hota hai ki agar anupama acha karti hai to yeh sub log anupama ki acha ka faayda kyon uthaye hai.

. Yeh questiion un logon se bhi kiya jaaye jo anupama ki acha ka faayda uthaate hain

Rahi baat pakhi baa toshu ki yeh sub kaam kar sakte hai but yeh sub jaanboojhkar kam nahin karte

Us din pakhi ne shrikhand banaya. Vanraj ko banana shake laal kur diya

Anupama ke liye daal chini wali chai banayi. Yeh sub pakhi ne apne man se kiya

Ek baar pakhi apne aap se lauki cheel rahi thi. Yeh sub anupama ne nahin bola tha yeh sub paakhi ne apne man se kiya

To jub pakhi kaam kar sakti hai to baaki din kaam kyon nahin karte

Iska matlab yeh hua jub pakhi khud ki ichha hogi to woh kaam karenge wala anupama poori din maid bani rahe to koi problem nahin hai

Ek baar pakhi ne bola tha ki anupama se wife ka kaam hota hai husband ko khana dena jub kavya ne vanraj ko kaha tha ki tum apne aap coffee bano

Isi wajah se to pakhi divorce nahin chahti thi ji kavya aa gayi to woh papa jo coffee bana kur nahin degi. At least anupama to degi

And i feel pakhi ne yeh coffee wali baat baa ko batayi hogi tubhi woh divorce na lo iske liye force karti thi

Agar dekha jaye toh rakhi mostly audience ki voice hai aur uske view points thik hote jaise when she says to Kavya ki ab toh shaadi ho gaye lekin ab bhi ex wife se pyaar and all… and bas voh apne bete ko iss ghar se nikalna chahte hai… aur frankly speaking aise ghar main kon hi rakhna chahega apne bete ko yeh toh Kinjal pata nahi kyu pagal thi toshu ke peeche… And yeh Rakhi hi thi jisne Vanraj ko Expose kiya varna yeh sab aise chalta rehta aur Anupama toh gaye(cow) ban ke family ke naam pe baa bapuji ko heart attack ke naam pe kuch bhi na batate….

Haan uska kai baar Anupama ko ya family ko sunana galat hota hai but she was also the one who took care of them when no one was there and also took them in her car understanding ki sab ek jageh fir nahi aayenge… uske aache points bhi hai which people ignore Anupama ko dekhte hue… most of the time voh practical hi hote hai and audience ki baat bolte hai

And coming to mana karna for staying here… Anupama ko yeh toh pata hi tha family vale try karenge usse rokne ka extreme lengths pe jakar… jaise divorce ke liye try kiya tha sabne… tabhi bhi toh pakhi ke depression, baa ki itne minnate, toshu ke natak, vanraj ke pleading ke baad firm stand liya tha na toh ab kyu nahi…. Pakhi ke depression se bade cheez toh nahi the yeh… apne bete ke depression ko jab usne skilfully handle kiya aur divorce fir bhi liya toh ab kyu nahi…. Apne according situation change kyu karne… mushkil decisions aise hi liye jate hai… ek baar dukh hota hai but baad main sab samjh jate hai… and resort main sabko adat padh rahe the toh fir ab kyu nahi…

Stand lena humesha usko Kavya aur Rakhi ke ageh hi kyu yaad aata hai… most of the times baa Pakhi toshu dolly ke samne kyu nahi unke samne toh 2-3 baar hi dekha hai maine… har baar family ki duhaye dekar nahi bach sakte na aap

Aur Anupama ko vaise sab samjh hai… mehandi peesne ke time bhi voh samjh gaye the ki baa kya chahte hai and Rakhi ko bhi voh khud kehte hai ki baa aur kavya se Kinjal ki problems badenge nahi matlab usko yeh toh pata hai what baa is capable of… aur 25 saal main and itna hone ke baad yeh nahi samjh paye toh fir toh kya kehne

Moreover, kisi ke accha hone ka fayada koi tab uthata hai jab aap uthane dete ho… aur uss case main apke zyada galti hai jab aap khud baar baar aise logo ko apna fayada lene de rahe ho… itna hone le baad bhi… whatever reason de kar ya Ro kar… fir uthane vale ki galti kam hai gunah sehne vale ki zyada hai….

Baki I feel makers ko Anupama ki mahanta kam karne chaiye aur bakio ki Mamta ko degrade nahi karna chaiye… sab apne bacho se pyaar karte hai… Anupama koi special nahi hai… balki uske bache abhi tak kuch khas nahi nikale… pyaar main hi interested hai… kaam dhaam toh hai nahi…. Samar saath zaroor deta hai but apne ambitions aur dreams se zyada pyaar aur Nandani pe dhyan hai aur bakio ke toh kya kehne… toh moral policing Anupama ko ek maa ke pyaar pe toh band kar dene chaiye….

731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#38

Aaj TV mein aa raha tha ki kal se anupama ki nayi shuruaat

Pata nahin kya nai shurawwat hogi jub tuk yeh anupama family ke chakravyuh mein ghusi rahegi

Bus jaldi anupama apna decison badal de

Bahut sambhaal liya anupama ne family ko. 18 year se family hi sambhaal rahi hai ab anupama ko apne baare mein bhi sochna chahiye

Apne liye bhi jeena chahiye anupama ko

Shah ghar mein rahegi ek taraf vanraj kavya anupama ka dimaag khaayenge aur doosri taraf anupama to bus sabka kaam karte hui dikhegi . Bimari ke baad jo rest milna chahiye woh bhi anupama ko nahin milega shah ghar mein rehte hue

To anupama ko apni maa ke ghar chale jaana chahiye

sweet_tania thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago
#39

Originally posted by: surabhi01

Aaj TV mein aa raha tha ki kal se anupama ki nayi shuruaat

Pata nahin kya nai shurawwat hogi jub tuk yeh anupama family ke chakravyuh mein ghusi rahegi

Bus jaldi anupama apna decison badal de

Bahut sambhaal liya anupama ne family ko. 18 year se family hi sambhaal rahi hai ab anupama ko apne baare mein bhi sochna chahiye

Apne liye bhi jeena chahiye anupama ko

Shah ghar mein rahegi ek taraf vanraj kavya anupama ka dimaag khaayenge aur doosri taraf anupama to bus sabka kaam karte hui dikhegi . Bimari ke baad jo rest milna chahiye woh bhi anupama ko nahin milega shah ghar mein rehte hue

To anupama ko apni maa ke ghar chale jaana chahiye

Agar anupama Maa ke ghar ja kar baith jayegi toh serial kaise chalega??? 😆😆

Anupama shah house mai rahegi tabhi to dusre actors ko kam milega 😆 sab actors ke scene anupama ke aju baju he hote hai 😆😆

Agar anupama Maa ke ghar ja kar baith jayegi toh for 4-5 actors jiske sab scenes anupama ke Aju baju hote hai woh sab show se out ho jayege 😆 sab se pehle Kavya character means madalsa show se out hogi since uske scene vanraj se zyada anupama ke sath hote hai 😆😆

Agar anupama Maa ke ghar ja kar baith gayi toh fir Samar character means paras bhi show se out hoga since uske bhi nandini se zyada scene anupama ke sath hote hai 😆😆

Paras and madalsa ke baad show se bapuji ko bhi out hona padega 😆 bapuji ke bhi kafi scenes anupama ke sath hote hai.

I don’t think so they will show only anupama’s career journey. Lagta hai anupama ki personal life struggles hamesha he TRP ke liye serial ka part rahegi so I don’t think so anupama ko kabhi uske baccho se ya baa-bapuji se chutkara milega😆

731627 thumbnail
Posted: 4 years ago
#40

Bache nani ke yahan bhi reh sakte hain

Waise bhi jub bache bade ho jaate hai to sare bache parents ke saath nahin rehte

Koi ek adult bachche speciallly son parents se alag jaroor hota hai. Uska alag isliye nahi hota ki apni maa se pyaar nahin karta job ke liye bhi parents se alag hona padta hai.

I Dont know why pyaar show ke liye sabka saath hamesha rehna jaroori . Parivaar nahin toote sabka saath rehna jaroori hai chahe kisi ka future kharaab hi kyon na ho.

Yeh anupama makers yeh kyon nahin samjhate ki alag reh kar bhi pyaar show kiya jaa sakta

Har time saath rehna woh bhi agar aap survive karna chahte hai to aap hamesha saath nahin reh sakte

My cousin IIT engineer use doosre shehar mein naukri mili aur uski shaadi ho gayi to jahaan usji naukri hai wohi woh apni wife ke saath rehta hai aur uske mpther father alag city mein rehte

To kya parivaar toot gaya to kya pyaar khatm ho gaya just because he Living in another city

Woh cousin bhi mother father se milne aata hai aur uske mother father bhi beech mein apne son se milne aate hain

Future ke liye alag rehna jaroori hota

Khuch paane ke liye khuch khona bhi padta hai

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".