Aaryan-
humarey lok main pyaar ko pooja jata hai
kya batao us pyaar ke barey main
jis chehrey ko dekhney ke liye
kiya poorey 8 varsh ka intezar
jin aankho main dekha kar
nazar aaya aapna hi aks
apna hi sansar
poori umar ka karar
ek vada ek ehasas
har pal har ghari
ki koi hai hamarey pass
dil ki pukar
jiska naam hai pyaar
sirf pyaar