Originally posted by: Neon9
Phir bhi 9-12 months months bache hai chize badalne mein. But the best part is tv and digital audience ki equally viewership count ki aayeji jisme kaafi acche acche shows bach sakte hai like Manoj said. 😍
I hope u dont mind agar mai kuch facts bolu toh warna tu humesha offend hi hoti rehti hai
This is my take on digital viewership
Digital viewership nd tv viewership ko kabhi bhi equally consider nhi kiya jayega....mostly tv viewership ko 75-80% weightage diya jayega nd digital viewership ko 20-25% weightage milega
Actually TV ki viewership digital se 10 times jada hai so mostly tv shows ka future tv trp pe hi depend rahega....bcz do uknw hotstar pe IPL ke time 10 sec ka ad slot 1-1.25 lakh me sold hota hai wahi tv pe 10 sec ka ad slot 12-15 lakh me sold hota hai ....why?? Bcz tv ki viewership bahut jada digital se.....advertisers mostly high rate tv ke ad slot me hi denge compared to hotstar ad slot
Agar anupamaa ka ad slot tv pe 1-1.5 lakh me bikta hai toh woh hotstar pe 10k-15k me bikega
So ultimately revenue tv se hi milega
Par ha digital ko bhi thoda weightage milega
Like kuch scenerios aise honge like
1.Show tv pe acha work kar raha hai par digitally low hai toh bhi woh TV pe on rahega (like YHC, PS)
2. Show digitally bhi poor nd tv pe bhi poor toh off
3.show digitally acha perform kar raha hai bahut but tv pe poor then mostly kuch epi ke liye OTT pe shift hoga (for ex IMMJ2).
4.show digitally bahut acha kar raha hai but Tv pe avg hai then woh show tv pe bhi on rahega (like IB ko bhi issiliye on rakha tha evn after avg trp)
5.Show digitally bhi bahut acha hai nd tv pe bhi toh woh long run maarega (like anupama yrkkh,ghum imlie)
Yeh digital viewership consider karna ek chhota step hoga ache content ki taraf but again it will depend on digital audience bcz digital audience bhi bahut ghum, imlie ,yrkkh dekhte hai
But ITV industry Kabhibhi fully or equally digital viewership pe depend nhi rahegi
Evn BARC ne 2016-17 me Rural trp bhi laayi but still hindi GEC rural trp ko 4-5 saal baad bhi hardly consider karte hai (isse pahle sirf Urban TRP/GRP hi aati thi )
1