Aur drama chahiye?𤣠to ye raha:
pavitra agni ke sakshi se sare parijanon ke samaksh bon ki mang bhar jayegi... But dukhi bon ani se kahegi koi jarurat nai muze bachakar apane jindagi pe boz lene ki ,galen me faans lene ki, chale jaiye yahan se.. ( such dialogues I really want from her) fir ani royega š kahega ke maine tumhe bar bar sabke samane apamanit kiya wo galat tha.. meri ZBKP ki sankalpana galat thi.. tumhare prati soch galat thi ( i even want this kind of dialogues n rona from Ani) tum boz nai mere jeevan ka saaz ho... Tum galen ka faans nai meri rooh ki saans ho... Tum meri aatma ka hissa hoš¤£š¤£ muze apane aap se dur mat karo, etani badi saja mat do...š¤£
Bas bahot drama hogaya...š¤£š¤£
Not this but I like my other imaginary scene of khoon bhari maang.. wo fir kabhi..
@Bold - tum sachh mei Ekta ki dialogue writer the kya? š²
Aur Ekta ka favorite director bhi Mugs?
Kya scene likha hai, dimag hil gaya hai š