Accha to ye hai Monday ka precap.. šļæ¼
Matalab agle hafte full on drama hai..
Lagta hai saki faint ho gayi hogi last mai..ļæ¼Itni jaldi sach bahar nahi aayega..ļæ¼š”š
She is such a nautanki baazš”
Ye saki ko viru se chipakte waqt to kuch nahi hota.. Vaise bina baat ka chakkar aa gaya isse.. š”
Are yaar ab viru aur soft ho jaayega iske liye aur pur ko aur jyada suffer karna padega.. š
Haa yaar š ab to wo ghooskhor Doc shayd ye advice de ki inke sath jyada se jyada time spend kro, khush rkho and rubbish
Vaise ye pur ro kyu rahi thi.. Lagta hai issi ne kuch bola hoga.. šļæ¼ļæ¼
Bakwas kri hogi saki maharani ne koi.. š¤¬