Wow kya karne ka soch rahe ho👀🤪🤪🤪🤪
Kuch aisa waise mat karna iss baar 2 years ka ban lag jayega🤣
Unlogo ne ek pic upload kiya unlog ne filhaal ek rocket space mein bheja hai.. jaha woh log bol rahein hein ki unka rocket jitna fire up kiya hai uttna fire india mein dead bodies ka huwa hai 😡