yes enka sb aise hi hone wala hai🤣🤣🤣 ense khud kuch na hr bar koi push krne ke liye chahiye enko🤣
smday amma: raghav mujhe nanamma bnana hai ab mai aur wait nhi kr skti🤣
raghu: aap jo bolega o msi krega amma🤣
pallavi:
raghu: saree ka dukan chlo kam me lg jate hai amma ko nanamma bnana hai yoh tumko amma bnana pdega no choice🤣