Gautam: "Maa ek ghante baad aa jaayegi toh phir aisa mauka nahi milega"😉🙈
And he kisses her🙈😘❤🔥
Kya bahaana diya romance karne ka Gaumbi 😍😘😂
It was such a close intimate scene . Kya chemistry thi dono ki🔥❤🙈
But romance break kyon kar diya Gaumbi ?🤦♀️😑😂 Dhara kya mood mein thi😉😚🤭🙈
Come on Gaumbi ..Aise time pe baatein kaun karta hai ?😂😂🤦♀️🤦♀️