Originally posted by: GAYATHRINAYAR
And to be honest sampu ka shraap he meaningless he
She told that kallu kabhi maa nahi ban sakthe and uske god suni rahengi
But
Vo already maa he
And uske god mei jaga kaha bachi he ek fully grown up pillu se bara huva he 🤣
Sahi kaha
Wo to already maa hai
Sampu ka khud ka bachha usko maa bolta hai aur use gandi wali aunty😆