Rakhi was right nalle supporters hain is se better solo he thay. Yeh nalle supporters challenger zada lag rahay hain. Mazeed game kharab karne mein lagay hain game sab ka.
Jasmin= double face
Jyotika = picking unnecessary fights with rahul
Vindu= hypocrite
Toshi= nalla(bewakuf) bs agay apna rasta bana raha hai bb mein anay ka. Good books k chakar mein anti rahul huraha
Paras= unfair
Yeh support karne ayah hain ya game kharab karne