Originally posted by: Scarlett_15
Usko yaad hi kab hai ki Bon bacchi hai..đ¤˘
Humko toh yaad hai naa... Tabhi toh ghussa aa raha hai đĄ
RIGHT PARTNER 13.3
I don't get the hype around Dhurandhar Returns
RISTA PAKKA 14.3
IPL 2026 Schedule - Phase 1, Matches List
Teaser - 'Main Vaapas Aaunga' - Sharwari, Vedang & Diljit (Imtiyaz Ali
Happy Birthday Aamir Khan 🎊💐🎊
Originally posted by: Scarlett_15
Usko yaad hi kab hai ki Bon bacchi hai..đ¤˘
Humko toh yaad hai naa... Tabhi toh ghussa aa raha hai đĄ
Originally posted by: Scarlett_15
Toto wo acting kar raha haiđ¤
Toh phir tu ne piche kyu uske paidal dimaag wala bola
Bon ko Mini samjh rakha haiđĄ,har baar same mistake, isse koi hopes nahi rakhni chahiye Akshata, hamara hi popat hogađ
Mujhe bhi lag raha hai... But natak mei bhi aise kaise usko accuse kiya?!
Wo bail buddhi hai na isiliye..Koi kaam theek se karna nahi aata ise..đ
Lagta hai kulfi khilane ke paise nahi the... Toh bacha kucha dimag bechke patni devi ko kulfi khilayi đ
I wish abb Munshi Mama hisaab me ghapla karke poore ghar ko sadak pe le aaye đđź
The worst thing is shayad bon samjha bhi de..but he will not apologiseđ¤...
Last time bhi nahi kiya tha dining table wale scene ke baadđ
No yaar its not abt samjha de yeh is kukurmutte da har baar ka drama haj kaan ka kachaa hai
Koi do baat bol deta hai Bon ke against jat se maan leta haj apna dimag zeher ke saath hi flush kar diya hai isneđł
Originally posted by: ..RiMi..
I wish abb Munshi Mama hisaab me ghapla karke poore ghar ko sadak pe le aaye đđź
Tab is ki good morning hogi woh yeh kyaa ho gaya đđź
Originally posted by: Scarlett_15
He's throwing daggers at Bon..đľ
Pata hai wo stupid insaan shouted on BonđĄ
shouted? he said Bon has done "chhal" with "apne"đ¤˘
koi is Jaahil aadmi ko bolo apne khudke dimaag ke saath chhal karna band kare pehle đĄ
Humko toh yaad hai naa... Tabhi toh ghussa aa raha hai đĄ
Kaisa gala phadke chillaya na jaise Bon ne kisika murder kardiđĄ