

Originally posted by: EmeraldPrincess
https://www.youtube.com/watch?v=Tr_CO73AxnI
🤣🤣
boss ko ye song gaana chahiye🤣
Vansh ko 😲 🤪 🤣
yaar Nnie tum kaha se dhoondh la rahi ho aise gaane 🤪




haan boss ko
uspe suit karti hai lyrics - ek hai anaar yaha, kitne beemar yaha, ye dil main kis kis ko du,
har ek ladki mujhpe marti, main sabke dil mein rahu😳
P.S. Mera YT bohot jyada meherbaan hai mujhpe🤣

Nnie aur atrangi songs ka purana naata hai di🤣