Originally posted by: MafiaQueen17
Aryan to chachi ka apna beta lagta he 🤣
Bhaade ka nahi laga muje kahi se bhi wo or boss dono 🤣kabir ho sakta he bhaade ka tatto 🤣
Abe usne offscreen k liye bola pagal mat bana muje 🤪
Haan pta hai offscreen ke liye kaha 🤣
Subah koi thery chalri thi what if boss is adopted🤣isliye dimaag wahan gya🤣
