Originally posted by: merryyura
Disappear to live, maybe riddhima ko gayab karke yahan rakha gaya ho.đ€
And issi snowy place mei riansh ki pehli mulakat hui thiđ€
Pichhale do din me itna ghumaya h ki ab to... Dil theory banane ki koshish karta h.... Par dimag ijaazat nhi deta....