Originally posted by: Neh_anidita
Tum ne kon sa nashaa kar liyaa bhen š yeh sab kyaa hogaya Shant devi apne khrodh ko shaant karoš
Kon sa dance dekh liya pravidev ka jo sadmaa lag gayaš² kaal kapal baba ko bhula ke jada puk karwane ki jatoort to nai naa š
Pravi ka har nach humko sadma deti haiš¤£
Ok nehu tumne bola toh thanda hogayi maiš¤