wo badal gai hai janeman
Tu maane ya na maane
wo badal gai hai janeman
Tu maane ya na maane
Originally posted by: dusk2dawn
Cz unko pata lag gaya ki unki daal nahi galegi..🤣
maine kya mazaak hai kar ke dono ka proposal hawa mein udaa diya tha...
though they proposed me indirectly n then bolte hai you thought its a joke.. n I was like pagal log.. faltu baat ke liye lad rahe ho.. n I consider you guys friends nothing else..😆
Wahh 🤣
Khatarnak kai po che huwa 🤣
Haan siti bajao epi😆😆
Muje meri MA pe pura yakeen he 😳
Wo nahi badli bas busy jo gayi he 😆
tujhe kuch jyada hi yakin haiOriginally posted by: MafiaQueen17
Muje meri MA pe pura yakeen he 😳
Wo nahi badli bas busy jo gayi he 😆
Originally posted by: Manisha_IF
tujhe kuch jyada hi yakin hai
Haan ji 😳
aur kya
naa life ka koi thikaana
bas ladkiyon ko daale daana
unka kaam toh hai bas paise udaana
jaise baap ke paas ho mughalo ka khazaana...🤣