1month AnyDi...
1month AnyDi...
Originally posted by: Manisha_IF
aapko ye sanaya bahot achchi lagti hai kya
I like Shrenu and Sanaya in actresses
Naa ji na ho jayega dekhna
Do month me ho jayega agar aap regular aate raho...
Maine aapki bola tha mera 2020 khatam hone tak hoga par ab nahi ho payega...
Agle month ya uske agle month ho jayega
Originally posted by: Manisha_IF
Wo din bhi bade achche the🤣
really? 🤪 🤪
uss din ke baad hi tho RiAnsh AT ka ye haal hua hai 🤔
Shrenu pasand hai mujhe
Sanaya utni nahi pasand...
Meri favourite Adaa hai...
Usme kya hai...Uske bad CC me bhi to itne maze kiye hai
Koi afsos nahi hai un sab chizo ka...
David kaise hai Di???
Originally posted by: Manisha_IF
Naa ji na ho jayega dekhna
Do month me ho jayega agar aap regular aate raho...
Maine aapki bola tha mera 2020 khatam hone tak hoga par ab nahi ho payega...
Agle month ya uske agle month ho jayega
January ke baad shayad mei irregular ho jaungi 🤔
let's see!!
honestly, mera promotion mujhe zyaada matter nahi karta
aap sab jaldi jaldi promote ho jao ... taaki mei Celebration Thread post kar sakhu