Eijaz ne 2 kaha hoga aly 4 batayega obvious hai har ek se ja ja kar burai ki hai barha charha kar ek hi mission hai k eijaz ko negative dikhao. Rubinav and jas ko saath karo to jas ka game strong ho dekha hai k eijaz ki challengers se banti hai jo aly ko bura laga hi hai. Ab ye socha k Sallu sach bolay ya sahi baat karay aisa is season main to possible nai hai.
Even manu k saamnay bhi kari mujhe laga tha atleast weekend tak to manu and eijaz ka group rahega. Baki to grp khatam hogaya hai already.
N Nikki se attach hai eijaz but Nikki bhi aly and group k saath bethi hai bata diya eijaz ko but usey bhi Pata hai k SM pe kya chalta hai.
I hope aly ki baje coz over calculating hai is baar but then again is baar to whole season scripted hai lagta hai jaisay rehearse kar k bethay hain.
Sab tolerate hoga bas Pavitra ka aana nai. That will be the worst epi for me.
Yes is sab main eijaz ki side le rahi hun.
Edited by IF_rida - 4 years ago