mere hisaab se tho galti dono ki hai.
filhaal malhar ki galti zyaada hai q ki ek tho ithne saalon ke pyaar ke baadh bhi he has trust issues and always need sabbot and gawah to trust kalyani. dusri yeh hai ki humesha gusse and revenge ki aad mein he do extreme stuff. jiska woh maafi bhi nay maangta.
listed few things:
season 1 mein bhi and and 2 mein bhi. am not only talking about doubting kalyani during sampu's incident. but uske innocence saabot hone ke baadh bhi har bar he doubted her intentions and actions jab ki woh ghar mein bait ke uski aur uske bacchi ithni dyaan rakh thi thi then also uski poori family ka bhi and he always doubted her and he still does. so ithne saalon ki journey ka matlab hi kya hai?
kalyani ki galti is her all time mahaanta. kuch bhi hadh se zyaada hota hai tho zeher banjaata hai and kudh ki life ko poision karne lagta hai this is what happening to kalyani.
uski mahaanta koyi gold medal milne wali cheez nay hai, balki kaafi irritating and annoying hai dekhne keliye.
abhi ek cheez aur aad hogayi hai season 2 mein malhaanta ke saat saat anupriya ki tarah chup rehna and kisko jawaab na dena.
agar woh ek bhar awaaz utake yeh saare sawaal kalyani malhar se karti tho woh kudh bhi sochta ki yeh main kya kar raha hoon.
questions she should ask:
swara ke saat jo hua usme uski kya galti hai?
pyaar pyaar bolta hai zaroort padne par woh pyaar kaha gayab hojaata hai?
marne mitne aur zindagi bhar saat dene jaise bade bade baatein karta hai par uspe bharosa q nay karta?
kithna jaanta ya samjta hai kalyani ko?
but no, she won't do that. ever.
isiliye galti dono ki hai.