Originally posted by: Manisha_IF
mujhe wo baki hai padhna...
Jaise hi time mile padh lungi
Aur wo kisi ka dushra part aaya tha na wo bhi baki reh gaya...
Aaj mujhe achanak yad aaya ki mujhe wo padhna baki hai
sorry mani galat post quote ho gaya thaπ€£