He said na once that bhagwan nahi yaha sab VRS ki marzi se hota he🤣Wahi hua he bas🤣
Vansh ne to ye bhi kaha tha “Meri marzi ke bina yaha ek ruh bhi andar nahi aa sakti, bahar nahi ja sakti” 🤣
Kitne log kitni baar chupke aye gaye waha ye to humne dekha hi hai🤪🤪 aur vansh ko pata tak nahi chala🤣