Aache hua aap aa gaye.
Jamai babu.
Anmol se baat kijiye.
Puchiye usse kya hua?
Mujhe bahut darr lag raha.
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 5th Nov '25
BASHAN ON PDA 5.11
REPLACEMENT 6.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 5, 2025 Episode Discussion Thread
Filmmaker Mira Nair’s son becomes NYC Mayor
Ashna Kishore To Play Ranvijay’s Ex-Wife
Khushi Kapoor-Karishma Tanna in Mom 2.
Abhishek Bajaj - Worst Contestant
🏏Series: India tour of Australia, 2025, Aus vs India,4th T 20🏏
Is King going to be the biggest hit or flop of 2026?
Was Prajit’s exit drama was staged just to save Kunika?
Heights Of Ridiculousness
Haq review and box office
Did SRK’s PR really lie about his poor background?
What was this Nomination
Aache hua aap aa gaye.
Jamai babu.
Anmol se baat kijiye.
Puchiye usse kya hua?
Mujhe bahut darr lag raha.
Originally posted by: Bacillusbadius
Ye jo kuch bhi ho raha tumhare mann mein kya chal raha hai
tum mujhse khul ke baat kar sakte ho
don't worry
' Mujhe kya ho Gaya hai kuchh nahi pata. Hamesha Pooja ke baare mein sochta hoon...'
' Chodiye iss Baar Ko. Accha ek baat poochun ? Kya mujhe khush rehneka haq nahi hai? Can't I be happy ever? Bhagwan mere saath hi Aisa Kyun karte hain? Kyun?'
Originally posted by: MishtiNew

Apne aap ko dosh mat do
off course tumhein khush rahne ka haq hai
Aur Pooja ke baare mein sochte ho
iska matlab
Shayad dil ki koi baat hai
Originally posted by: Bacillusbadius
Apne aap ko dosh mat do
off course tumhein khush rahne ka haq hai
Aur Pooja ke baare mein sochte ho
iska matlab
Shayad dil ki koi baat hai
Par...
I wasn't able to tell him about what I saw and my inner turmoil. I can't say him. Just can't.
Yes... I love Pooja. I have started loving her... Nahi... I can't... No...
I decided to keep my feelings at bay...
Thank you, Jeeja ji...
Originally posted by: MishtiNew
Par...
I wasn't able to tell him about what I saw and my inner turmoil. I can't say him. Just can't.
Yes... I love Pooja. I have started loving her... Nahi... I can't... No...
I decided to keep my feelings at bay...
Thank you, Jeeja ji...
Tumhari chuppi iss baat ki gawah hai ki iss baat mein kuch toh sacchai hai
thik hai
Take your own time
bejijhak mujhe batao
when you are clear about your feelings
Originally posted by: Bacillusbadius
Tumhari chuppi iss baat ki gawah hai ki iss baat mein kuch toh sacchai hai
thik hai
Take your own time
bejijhak mujhe batao
when you are clear about your feelings
Thank you! I will!
After he went away, I decided to check on Anamika. I need to check on her...
I am sitting in the mandir.
Yeh Jamai babu ko Anmol ke kamre jaake bahut der hogayi hai.
Kya baat kar rahe honge?
Aur Bahut aur Abir ka kuch pata nahin.
Ae bhagwaan kuch kar.
Kuch kar.
" Sahi kaha aapne pyaar karna koi paap nahi hai lekin Abir Ji shayad aap yeh bhool gaye hai main aapki bhai ki biwi hoon. Yuhin mere tasveer paint karna aur yeh kehne aapko mujhse pyaar hogaye hai yeh galat nahi hai? Aur aaj toh apne hadd par kardi hai Mr. Abir singhania. Itna sab kuch karne ke Bawajood aap mujhse keh rahe hai ke maine kya kiya? Hosh mein toh hai aap? Main aapki Bhai ke biwi hoon. Aur pyaar karna hi chahte hai toh Aditi se kijiye. Jisse aapki pyaar ki sabse zyada zarurat hai. Lekin nahi aapke toh alag hi usool chal rahe hai. Pagal ho gaye aap. Pagal.... I vented out my frustration.
CONTINUATION…
It's already 10. It's raining heavily and the way isn't cleared yet. The screams of people are still creating havoc on the site. The wind is blowing with the same speed. The people are shivering, screaming and trembling in rain all wet and panic.
" Yeh khamoshi ka natak karke kya sabeet karna chahte hai aap? Uthayen na phone, kyun himmat nahi ho rahi? Yeh shabd nahi bache aapke paas? Zaraa unneh bhi pata chale ke unn ka gurur unka laadla kitna besharam hai"... I taunted him.
" Yeh duniya bahut badnaam and Beraham hai. Mere aur aapki rishta ki ek maryaada hai Abir ji. Agar aap uss maryaada ko paar karna chahenge na toh Ungliyaan uthane mein der nahi lagayegi yeh duniya hum par. Ek ladka aur ladki main bahut fark hai. Duniya ke hisaab se ladkon ko sab jaayaz hai. Unn ki har galti maaf lekin ladkiyon ko bina kuch kiye hi gaaliyaan dete hai log. Unn ke daaman mein daag laga dete hai. Maine apni iss choti si zindagi mein bahut kuch saha hai. Mere daaman mein pehle se hi bahut kalank hai ab ek aur ilzaam main nahi bardaasht kar paungi. Nahi saamna kar paungi logon ki gandey taano ko. Toot jaungi main. Aur takleef sehne ki himmat nahi hai mujh mein. Sab kuch cheen liya iss duniya ne mujhse siwaye meri aatmasamaan aur izzat ke. Agar woh mujhse cheen liya gaya toh shayad jee nahi paungi. Bhagwaan ke liye meri iss baat ko samajhiye. Hamaare iss rishte main bahut maryaada aur izzat hai jisse main bana ke rakhna chahti hoon. Aapke parivaar ke liye aur aapki beti ke liye. Warna mujhe ek second nahi lagega aapko jawab dene mein. Samjhe aap. Samajh gaye toh behtar hai aapke liye bhi aur shayad mere liye bhi.".....
It is raining heavily and wind blowing tremendously. I went and sat on the huge rock nearby under the tree covering myself with saree as it too cold out there.…
I went near her and sat down far away from the rock. I had to tell her now, I had clear things up.
“Main saath saal ka tha jab Ma baba ne Anmol ko adopt kiya tha. Mujhe Jaab bata jalana ki mere parents ne kisiko adopt kiya hai, toh main dargaya tha. Soch raha tha ki kyun mere parents ne use adopt kiya, Kahin woh mujhse naraz to nahin hogaya aur mujhe replace karne ke liye soch rahe hai. (Chuckles while saying) Bacchon ke dimaag mein kya kya ajeeb batein aati hai na?
Pehle din toh maine usse dekhne se mana kardiya tha, maine aapne aapko kamare mein lock kardiya. Ma Baba me Bohut koshish ki mujhe bahar nikal me ki, lekin main toh bohut ziddi hoon na, main bahar hi nahin nikla. Phir raat huyi, aur mujhe zhor ki bhook lagi. Maine koshish ki aapne bhook pe dhyaan na dene ki lekin kya karta, baccha tha na main. Toh maine darwaza jhod diya aur waha maine Anmol dekha.
Mujhe na badi badi aankhon as dekhraha tha (laughs).
“Aap kya meri bade bhai ho?” Woh kaha tha usne mujhe. Aur baas, tabhi mujhe bata tha, Yeh mera bhai hai. Mera saga bhai. Uske baad hum raat din ek dusre ke saath khelte the. Main aapne saara secrets, girlfriends (laughs), fights, saab uske saath share karta tha.
Pata hi nahin chala jab woh us chotte she Anmol se, Lawyee Anmol kab bangaya. Mere chotta sa bhai, jo pehle sirf mere problems sunta tha, mujhe problems mein help karne laga.
Tum soch rahi hogi ki main tumhe yeh kyun bata raha hoon, woh isliye ke tum chinta mat karo, main aapne bhai se Bohut pyaar karta hoon. Aur woh tumhe, tum uske khushi ho, main uske khushi ko usse chin nahin sakta.”
I got a call again from Bua but I cut the call. This was more important.
Jamai Babu.Originally posted by: Bacillusbadius
Tumhari chuppi iss baat ki gawah hai ki iss baat mein kuch toh sacchai hai
thik hai
Take your own time
bejijhak mujhe batao
when you are clear about your feelings
Kya kaha Anmol ne?
Kyun pareshaan hai woh ladka?
Zaraa Abir ko phone laga ke dekhiye na.
Puchiye kahan hai kaise hai woh dono.
Anmol Ji adopted hai.... I was shocked to here this. I stood up and went in a fix for a second.Originally posted by: AnonymouslyS
I went near her and sat down far away from the rock. I had to tell her now, I had clear things up.
“Main saath saal ka tha jab Ma baba ne Anmol ko adopt kiya tha. Mujhe Jaab bata jalana ki mere parents ne kisiko adopt kiya hai, toh main dargaya tha. Soch raha tha ki kyun mere parents ne use adopt kiya, Kahin woh mujhse naraz to nahin hogaya aur mujhe replace karne ke liye soch rahe hai. (Chuckles while saying) Bacchon ke dimaag mein kya kya ajeeb batein aati hai na?
Pehle din toh maine usse dekhne se mana kardiya tha, maine aapne aapko kamare mein lock kardiya. Ma Baba me Bohut koshish ki mujhe bahar nikal me ki, lekin main toh bohut ziddi hoon na, main bahar hi nahin nikla. Phir raat huyi, aur mujhe zhor ki bhook lagi. Maine koshish ki aapne bhook pe dhyaan na dene ki lekin kya karta, baccha tha na main. Toh maine darwaza jhod diya aur waha maine Anmol dekha.
Mujhe na badi badi aankhon as dekhraha tha (laughs).
“Aap kya meri bade bhai ho?” Woh kaha tha usne mujhe. Aur baas, tabhi mujhe bata tha, Yeh mera bhai hai. Mera saga bhai. Uske baad hum raat din ek dusre ke saath khelte the. Main aapne saara secrets, girlfriends (laughs), fights, saab uske saath share karta tha.
Pata hi nahin chala jab woh us chotte she Anmol se, Lawyee Anmol kab bangaya. Mere chotta sa bhai, jo pehle sirf mere problems sunta tha, mujhe problems mein help karne laga.
Tum soch rahi hogi ki main tumhe yeh kyun bata raha hoon, woh isliye ke tum chinta mat karo, main aapne bhai se Bohut pyaar karta hoon. Aur woh tumhe, tum uske khushi ho, main uske khushi ko usse chin nahin sakta.”
I got a call again from Bua but I cut the call. This was more important.
" Ajeeb baat haina adopted hone ke Bawjood woh aap sabse kitna pyar karte hai. Aap logon ne apni zindagi ke sabse zyada waqt ek saath guzar chuke hain. Aap apne bhai ko mujhse zyada jante hai aur pyar bhi karte hai na. Lekin aapki inn harkaton se kitna dukh pahunche ga uneh iska hehsaas hai apko? Yeh sab bataein karke kya kehna chahte hai aap mujhse? ".....