Chapter 6 â Komolika meets Mr Bajaj
Mr Bajaj sucked up all the strength and patience that he could find and went inside basu badi.
âMr Bajaj aap yahan?â Mr Moloy Basu
âMujhe app sab logo se kuch baat karni hain, sabse it is important.â
âRishab sab theek hain na?â Just then the whole family came.
âMr Basu Prerna ko beti hui hain. Kal raat koâ
âAapko bahut bahut Mubarak ho.â
âMithai nahin lae saath mainâ Mohini Basu
Mr Bajaj was in no mood âSnehaâ
âSneha â nice nameâ â Moloy Basu
âShe has been diagonised with liver cancer. Itâs very rare but it sometimes happens and she needs a transplant. Prerna ka ya uksi family main kisika match nahin kar raha haiâ and Moloy Basu knew what he was trying to say.
âMr Bajaj aap kya kehne ki koshish kar rahin hain phir apna yeh pagalpan mat suru kijiye. Hum sab sach dekh chhuke hainâ Mohini Basu but she was shut down by one look from Mr Bajaj
âSach kya hain yeh aap bhi jaanti hain aur main bhi par yeh waqt aapke aur meri fight se bahut bada hain Mrs Basu. Yeh us bachi ki zindagi ka sawaal hain. Mr Basu main aapko ek aur praternity report dekha sakta hoon par usme time lagega. Utna waqt Sneha ke paas hain nahin. So, I am requesting you chal kar test karwa lijiye. As a donor karwa lijiye and I promise I will not say anything to you. Pleaseâ
âWho jayega aapke saath aur hum sab bhi test karwanegeâ when everybody protested, he shut them âAnurag agar tum meri izzat karte hoon to tum yeh karoge.â
âMoloyâ But she was shut down by one look from him.
âMere baba ne kaha hain is liye chal raha hoon. Tough times can make people do anything, a father is ready to call her daughter somebody elseâs for her life. You could have just said ki aapko help chahiye.Jhooth kyun bol rahin hain. Aapki tarah nahin hoon ki kisi ki majboori ka fayda uthao isliye chal raha hoon. Karma hits back doesnât it.â Mr Bajaj fisted his hands, closed his eyes and saw nothing but the small baby in the incubator with wires and maintained his calm. He knew it was no time for fights and he left.
Komolika found herself outside the door hearing everything. She was angry that her plan was failing and if by any chance he found out that the baby was his then he will do anything for her. She had to think of something. Just for money and power he will not let a kid die and this kid will bind him to prerna even if she stays with Mr Bajaj. Komolika decided that she will end this once and for all, neither there will be Sneha nor any chance of Anurag leaving her. Prerna will always think that Anurag let her little girl die. And that is how it happened Anurag and Mr Bajaj had met with an accident while on the way to the hospital and when he woke up he found MrBasu missing. Nobody knew where he was and what he was doing. Mr Bajaj was completely sure that it was Miss Choubey doing and time was running out.
âAnurag koi missing nahin hain yeh sab Komolika ka kiya karaya hain. Mr Mehra ne aapko information de thi unke bare main hum kya kar sakte hain? Rishab kuch puch rahin hoon main.â
âKoi farak nahin padta Miss Choubey ko use sirf ek baat se farak padta hain who he Mr Basu aur uski jeet se.â
âTo hum use, follow karwa sakte hain use phone records kuch to kar sakte hain hum?â
âIn sab main waqt lagega jo Sneha ke paas hain nahin. Miss Choubey khud layengi Mr Basu koâ Prerna was stunned and Mr Bajaj left from there.
âMr bajaj Hello?â - Komolika
âHello Miss Choubey, where is Mr Basu?â
âMr bajaj what are you talking about? Main khud use dhoond rahin hoon mujhe kaise malum hoga ya phir aapko pata hoga. I mean who aapke saath tha car ka accident hua aap theek hain par Anurag gayab. Kya pata aapne hi kiye apne aap ko Mahaan sabit karne ke liye.â
âApni yeh nautanki kisi aur ke samne jake kijiyega mere samne nahin. Mr Basu kaha hain now?â
âMr Bajaj please donât shout. Mujhe Nahin malum Anurag kaha hain. And now just leave meri khud ki tabiyat theek nahin hain.â
âMiss Choubey donât make me do something you wonât likeâ Mr Bajaj shouted
âKya karenge aap, meri papa ki investigation forge karwane ki dhamki denge ya phir unki financial help karne ki koshish karenge.Taki aap mujhe apne hisaab se chala sake. Nope not happening Mr bajaj, aapko jokarna hain kijiye par us sab ki kimmat Anurag nahin hainâ
Mr Bajaj smiles - âMiss Choubey now I know why you and Mr Basu are so close. Why you are such an amazing couple, I mean you are two stupid silly little fools apne assumptions laga lete hain aur phir uska dhindora pitte hain. Aap kabbhi big picture ko dekh kar dots ko join nahin karte. Jaise 3 months tak Mr basu yeh nahin samajh paye ki Prerna ne mujhse shaadi kyun ki it took someone else to show him the mirror. Miss choubey yeh information to sabke paas hain main iska kya karunga. Aur rahi baat investigation ki to apke father already itni forgery kar chuke hain ab usme main aur kya karo main kuch nahin kar sakta nil. Financial helpâ he very nicely touched her arms and took her hands smiling âBikhari ke haath main bhara hua katora de bhi do Miss Choubey. Bheekh to aapko phir bhi mangni padegi atleast tab tak jab tak aapke father ke investigation khatam nahin ho jaate.â
âMr Bajajâ and Komolika jerked her hand off
âKya hua bura laga? Miss Choubey who bachi marjayegi she needs thisâ
âI donât care I just donât careâ
âMiss Choubey Please?â
âWow the great Rishab bajaj is pleading, just wow but not happening Mujhe nahin pata Anurag kaha hain and I donât careâ
Mr bajaj had had enough. He went near the bar stool where she was sitting almost giving up.
âFine your wish. May I have a drink?â
âSureâ
âCheersâ
He completed the drink in one stroke.
âAre you okay Mr bajaj?â
âIn that case mere pass ek hi option hain. Yeh sab meri wajah se maine un dono ko alag kiya mai unke beech main aaya warna who bachi ab tak operation theatre main hoti sab theek hota. Yeh guilt mujhe pagal kardega. Aur is guilt se bachne ka ek hi tarika hain ki main use Mr Basu ke paas jane do.â
And he took another drink.
âAap kya bol rahin hain Mr Bajaj?â
âTo aur kya bolu Anurag is missing kisi ka match nahin ho raha hain, Sneha? Main apni bachi ki Khushi chahta tha uski awaaz,Kukki ab bol sakti hai sirf unki wajah se. Kukki ko unki aadat pad gayi thi toI made sure she stays, jhooth natak sab kuch kiya. Lekin mujhe nahin malum thaki iski wajah se ek bachi ki. Main Sneha ko to nahin bacha sakta per main yehkar sakta hoon.â
âAisa kabhi nahin hoga. Anurag kabhi use accept nahin karega. Usne praternity report Dekhi hainâ
âPraternity report kitni baar forge ho sakti hain,kabhi na kabhi to asli milegi. Aur Sneha to hogi nahin. Aur na bhi mile to Prerna ko sari sachayi bata dunga ki yeh sab sirf Kukki ke liye tha. Sabit ho jayega Anurag was right Prerna will be sorry, break down and Mr Basu will be there to hold her. Shayad mera guilt kam ho jayeâ
âAur Kukki? Uska uska kya hoga?â
âKabhi usne mujhe khud kaha tha ki mumma to Anurag uncle ke pass jane do. Who samajh jayegiâ
âAap aisa nahin karenge. Anurag nahin manega kabhi nahin manegaâ
âOh, come on, Mr basu loves her. Jab who Prerna ko gold digger mante hue accept karne ko taiyaar the to ab kyun nahin, when he will know that he was right and prerna will say sorry.Of course they will and they will run into each otherâs arms. Cheers. One moreâ
âMain mar dungi use un dono ko us prerna ko aur uske bache ko bhiâ Mr bajaj fisted his glass in his hands but maintained his calm.
âPhir se jail jane ka man hain aapko. Aap yeh karengi aur Mr Basu aapko chod denge. Unhe pata nahin chalega. Aur waise bhi uske baad what need does he have to bow down to you or to anybody. Ah yes Haan Devdas zaroor ban jayenge and this way or that way Prerna will win and you lose. Cheers to your failureâ
âThis will not happen? aap khel rahin hain mere mind ke saath, you are I know I just know taki main aapko Anurag ka pata de doâ and wiped the sweat from her forehead and tried to hide her fear.
âR u absolutely sure?â
âMr bajaj?â And she broke the glass. Mr Bajaj went behind the counter and there was a stick. He took it and broke all the bottles and glass at the counter and Komolika Scared like hell.
âIf breaking glasses will hide the truth then I will break all the glasses and still it will not hide the truth that you have lostâand with that he continues breaking them.
âMR BAJAJâ
âCHILAYE MATâ. Mr bajaj threw the stick and grabbed her arms and made her look at him
âI respect women isliye I am maintaining my calm and being decent warna logo ko apne hisaab se chalana aata hain mujhe. Mujhe aapse ya Mr Basu se koi problem nahin hain aap dono ko jo karna he kijiye, Bhaad main jaiye aap dono aur bhaad main jaye Prerna. Lekin meri wajah se ek bachi kizindagi nahin jayegi main lakh bura sahi par main yeh nahin hone dunga. Aap nahin chahti hain ki Anurag ko Sneha ki sachai pata chale fine by me hum unhe nahin batayenge unhe sedate kijiye, blackmail kijiye or make him a GOD who is helping his enemy and for that award him, manipulate him as you want. But I want Mr basu at the hospital as soon as possible. Is that clear? Is thatclear?â
âYesâ
âI didnât hear youâ
âYES. But he wonât find anything about praternity,do you hear me else main prerna ko aapka sach bata dungiâ Mr Bajaj released her and left from there.
After about 1-hour Anurag was admitted at the hospital and everybody from Basus were tested. The doctor came out with the results after sometime and Anurag Basu was not a match and they were all stunned. Prerna and Mr Bajaj didnât know what to do.
Chapter 7 - https://www.indiaforums.com/forum/topic/5163074?pn=20#153373069
Edited by Tvfanatic85 - 5 years ago