Originally posted by: drp_usa
Very aptly said, Sallu was encouraging Sana all these 3 months which got her so arrogant and full of pride that she would go and bash anyone and still get a clean chit. Why didnât sallu go inside the house when Himanshi was the captain and noone besides Asim, shefali and Arti, Rashmi were helping her. Where was Sallu when Sana pulled Asimâs hair? The sidnaaz B******t was raised only because salluâs katrina kaif was cute, my foot! Sana can go around and order people and noone had the balls to question her, WKV was like a babyâs day out movie for Sana. The fake constant giggling, woh na mai na meko hurt hota hai rant was annoying as hell, but chicha was laughing at her cuteness. Kaun si bacchi 25 year meim aise behave karti hai. Kambal mein ghuskar sona, biwi ki tarah sid ko bolna â tu aa ja ab, mujhe terr bina neend nahi aatiâ aur phir masoom bacchi ki tarah behave karke sabko ullu banana, yahi to Sana ka funda tha. Isko badhaawa Chicha ne hi diya hai. Sid kaam na kare to chalta hai, par baaki gharwaale na kare to sabki class leti thi. Sana ke saath saath Mahira ko bhi daant padni chahiye jise yeh nahi pata ki apne se senior artist ke saath kaise pesh aate hain. Mahira abhi andr se nikli bhi nahi hai aur logon par international fame ka dhauns jama rahi hai, badtameez ladki, baahar uski maa bhi utpataang interview de rahi hai, pehle apni beti ki kartoot to dekh lo. Mahira ko lene aayenge to Paras ko bhi le jaana, kyunki beti ko abhi chipakkar sone ki aadat ho gayi hai, ammi aankh band kar lena. Kya ho gaya hai in ladkiyon ko. Isse to acchi Arti hai, chahe kuch bhi kare par usne apne paas kisi ko phatakne nahi diya aur apni dignity banaye rakhi. Well done Arti. Woh baat alag hai ki Sid ki har galti maaf karti thi. Sallu miyaa , accha hoga agar Rashmi, Asim ke alawa doosre contestant par apna rubaab jamaye, Mahira, Paras, Shefali aur jungli Bhalu Sid hai na, unpar thoda gussa dikhaaye to maza aaye.