Mr. Vikas Gupta the so called fake mastermindđ¤Ź. Wo kya tha? Zabardasti sana ko uthake sidd ke side me sulaya pillow n quilt la ke diya jab sana uthke jane wali thi tab zabardasti usko waha sone ko bola upar se apne phate dhol jaise aawaz me gaana gaya i mean bg diya wo bhi mera fav gaana - pyaar humko ko bhi hai pyaar tum ko bhi to ye kya silsile ho gaya aur gadhe ne lyrics bhi galat gaayeđĄ pata nahi ye kyun aaya hai yaha sid sana ka making scene banane or madhu ka game strong karne or bagga ke kaan bharne or logo ko apne baaton me ghumaneđkab jayega ye bb se? Bola tha 2 weeks ke liye aaya tha to ab jaa kyun nahi raha? Debo ko aane me der hai kya issko tabtak bardasht karna padega? Mujhe iss bande se boht chid aati hai mann karta hai gadhe ko 4 thappad mar duđ